BollywoodTarane

    Download Choron Ki Baraat Title song

    Choron Ki Baarat 1980

    Free Choron Ki Baraat Title mp3 song

    We presents for now Choron Ki Baraat Title mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Choron Ki Baraat Title
    Artist : Manna Dey
    Save As
    Choron Ki Baraat Title Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Choron Ki Baraat Title 
    Song Lyrics Movie = Choron Ki Baaraat
    Singers = Anwar Hussain, Jaspal Singh, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
    Song Lyricists = Anand Bakshi
    Music Composer = N/A
    Music Director = N/A
    Director = Harmesh Malhotra
    Music Label = Saregama
    Starring = Shatrughan Sinha, Neetu Singh, Danny Denzongpa, Ranjeet, Jeevan, Jagdeep, Ajit, Prema Narayan, Heena Kausar
    Release on = 23rd May, 1980


    mp3 songs

    Yar daga de gaya ho yar daga de gaya
    Dulhan ko le gaya
    Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
    Chod gaya sath
    Aage aage dulha re piche choro ki barat
    Aage aage dulha re piche choro ki barat

    Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
    Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
    Chod gaya sath
    Aage aage dulha re piche choro ki barat
    Aage aage dulha re piche choro ki barat

    Har gali me dhundte har gali se puchte
    Mil gaya koi nisha hum chale aaye yaha
    Dur thi manjl badi rah thi muskil badi
    Fir se sambhalte rahe hum magar chalte rahe
    Ye bharosha tha hame tha hame
    Itna pata tha hame tha hame
    Hum rahe jinda agar aaj ho ya kal magar
    Are hogi mulakat
    Aage aage dulha re piche choro ki barat
    Aage aage dulha re piche choro ki barat
    Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
    Yaar daga de gaya

    Wade sabhi tod ke apna shahar chod ke
    Wo basa pardesh me ek naye desh pe
    Hamne bhi choda watan
    Bandh ke sar pe kafan
    Wo nahi ya hum nahi
    Hum kisi se kam nahi
    Hum kisi se kam nahi
    Dekhiye suniye janab kya tabiyat hai kharab
    Kisliye ye berukhi bat nahi aapki
    Re logo ki hai bat
    Aage aage dulha re piche choro ki barat
    Aage aage dulha re piche choro ki barat
    Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
    Yaar daga de gaya

    Bewafa wo bewafa wo hai to kya
    Hum to nahi bewafa
    Bewafa wo hai to kya
    Hum to nahi bewafa
    Hum purai doshti
    Hum purai doshti todte kaise aji
    Hum purai doshti todte kaise aji
    Jan denge sath hi hamne khai thi kasam
    Bewafa wo bewafa wo hai to kya
    Hum to nahi bewafa
    Wo bewafa wo hai to kya
    Hum to nahi bewafa
    Ye sitam ho kisliye kisliye
    Wo akela kyu jiye kyu jiye
    Kis tarah hogi bhala phul se khusbu juda
    Kis tarah hogi bhala phul se khusbu juda
    Aaj ka din khas hai dur thi ab paas hai
    Ye milan ki rat
    Aage aage dulha re piche choro ki barat
    Aage aage dulha re piche choro ki barat
    Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
    Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
    Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
    Yaar daga de gaya.


    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Choron Ki Baraat Title mp3 song, Choron Ki Baraat Title lyrics, Choron Ki Baraat Title Lyrics, Lyrics Choron Ki Baraat Title, Choron Ki Baraat Title hindi lyrics, Choron Ki Baraat Title hindi movie songs, Choron Ki Baraat Title bollywood songs, Choron Ki Baraat Title bollywood songs lyrics Download Choron Ki Baraat Title mp3 song