BollywoodTarane

    Download Chhota Aadmi song

    Chhota Aadmi 1961

    Free Chhota Aadmi mp3 song

    We presents for now Chhota Aadmi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Chhota Aadmi
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Chhota Aadmi Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Chhota Aadmi
    Song Lyrics Movie = Chhota Aadmi
    Singers = Kishore Kumar
    Song Lyricists = Jainendra Jain
    Music Director = Mahesh Sharma, Naresh Sharma
    Director = Krishnakant
    Music Label = Saregama
    Starring = Naresh Kanodia, Komal Mahuakar, Sriram, Aruna Irani, Nazir Hasain, Jay Shree T

    mp3 songs


    Masti ki ek lahar hu sailab nahi hu
    Sada sa hakikat hu mai khwab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Masti ki ek lahar hu sailab nahi hu
    Sada sa hakikat hu mai khwab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

    Tinka hawa ke sang akash me uda
    Bola mai ho gaya parwat se bhi bada
    Tinka hawa ke sang akash me uda
    Bola mai ho gaya parwat se bhi bada
    Muskurayi dharti
    Khilkhilake nadi has padi
    Mit gaya wahi ke jisne bat kabhi ki badi
    Bijli giri tinka jala
    Khak hua mit gaya
    Toba re meri toba jarra hu jami par hu
    Aftab nahi hu
    Khus hu ki mai jugnu hu mahtab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

    Phul jo mali ne ek dal se khincha
    Khilne ka maine kaha ye hai natija
    Phul jo mali ne ek dal se khincha
    Khilne ka maine kaha ye hai natija
    Phul hasa jayada bola ki
    Nadan hai tu
    Marna to hai sabko jine ki ada jan tu
    Dewta ke sar se mar ke bhi aa gaya maja
    Toba re meri toba
    Has has ke khil raha hu
    Betab nahi hu
    Pathar hu niw ka mehrab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

    Chote se ek gaw se aya hu mai
    Pyar ka khajana laya hu mai
    Chote se ek gaw se aya hu mai
    Pyar ka khajana laya hu mai
    Bolo ye khajana mai chupake
    Kidhar jaunga
    Apse mila hai ap hi pe luta jaunga
    Khali hath aana hai khali hath jana
    Toba re meri toba
    Tarif ke to kabil janab nahi hu
    Hakkad hu kalandar hu nawab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
    Chhota sa admi hu, amitab nahi hu.


    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Chhota Aadmi mp3 song, Chhota Aadmi lyrics, Chhota Aadmi Lyrics, Lyrics Chhota Aadmi, Chhota Aadmi hindi lyrics, Chhota Aadmi hindi movie songs, Chhota Aadmi bollywood songs, Chhota Aadmi bollywood songs lyrics Download Chhota Aadmi mp3 song