BollywoodTarane

    Download Chhoo Le Aasma song

    Aasma 2009

    Free Chhoo Le Aasma mp3 song

    We presents for now Chhoo Le Aasma mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Chhoo Le Aasma
    Artist : K K
    Save As
    Chhoo Le Aasma Song Lyrics
    Song Lyrics : Chhoo Le Aasmaan
    Song Lyrics Movie or Album: Aasama
    Singer(s): Shaan, K.K, Mahalaxmi Iyer
    Music Director(s): Afsar, Sajid

    Lyrics

    (chalti hai rukti hai tham jaati hai ye zindagi
    kehti hai sunti hai samjhaati hai ye zindagi) - 2
    lamha lamha iska, har pal ye kehta hai
    jagjaa re jagjaa re bande...
    chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, vooo..
    chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan...

    (rukh apna mod le jab hum chale lehrein sabhi
    kadmon pe aa gire sajdaa kare har ek khushi) - 2
    mere naye khwaab kuch, khil gaye aankhon mein
    din naya.. shab nayi rang naye baaton mein
    saagar bhi baahon mein ab likhni hai nayi ibaadat
    aana hai tujhe mere sang aa...
    chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, vooo..
    chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan....

    (anjaane raaste hum paar ho pal bhar mein hi
    faslein ummeed ki kaatenge hum koshish se hi) - 2
    yeh junoon josh ye, kam naa ho ga kabhi
    hauslaa chhodna aadaton mein nahi
    deewaanapan ye apna, hain sabse judaa jahaan mein
    aana hai to chal mere sang aa...
    chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan chhoo le aasmaan, vooo..
    chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan chhoo le aasmaan...

    (chalti hai rukti hai tham jaati hai ye zindagi
    kehti hai sunti hai samjhaati hai ye zindagi)- 2
    lamha lamha iska, har pal ye kehta hai
    jagjaa re jagjaa re bande...
    chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan chhoo le aasmaan, vooo..
    chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan chhoo le aasmaan....
    (chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan
    chhoo le aasmaan) - 2
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Chhoo Le Aasma mp3 song, Chhoo Le Aasma lyrics, Chhoo Le Aasma Lyrics, Lyrics Chhoo Le Aasma, Chhoo Le Aasma hindi lyrics, Chhoo Le Aasma hindi movie songs, Chhoo Le Aasma bollywood songs, Chhoo Le Aasma bollywood songs lyrics Download Chhoo Le Aasma mp3 song