BollywoodTarane

    Download Chhodo Mujhe Jane Do Mere song

    Muqabla 1993

    Free Chhodo Mujhe Jane Do Mere mp3 song

    We presents for now Chhodo Mujhe Jane Do Mere mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Chhodo Mujhe Jane Do Mere
    Artist : Anuradha Paudwal
    Save As
    Chhodo Mujhe Jane Do Mere Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Chhodo Mujhe Jane Do Mere
    Song Lyrics Movie : Muqabla (1993)
    Singer: Sonu Nigam, Abhijeet, Anuradha Paudwal, Alisha Chinai
    Lyricist: Mahendra Dehlvi, Nawab Arzoo
    Music Director: Dilip Sen, Sameer Sen
    Film Director: T Rama Rao
    Film Producer: A V Subba Rao

    mp3 songs

    chodo mujhe jane do mere sawariya
    kori hai chunar mori bali hai umariya
    lag ja gale se mere o bawariya
    rut hai milan ki chayi hai badariya
    sharma ke jhuki jo ankhiya
    puchengi jo meri sankhiya
    bhed khol degi pav ki jhanjhariya
    lag ja gale se mere o bawariya
    kori hai chunar mori bali hai umariya

    preet ki tune bandhi jo dor
    khan khan kangana macha denge shor
    pucha kisi ne kaisa hai shor
    kah dena bagiya me aaya tha chor
    teri inhi bato pe hui mai bawariya
    bhul gayi mai tera bhar ke dagariya
    lag ja gale se mere o bawariya
    kori hai chunar meri bali hai umariya

    tan pyar ki aag me jal utha
    aa pas aa ye lagi pyar ki tu bujha
    ik duje me kho jayenge aaj hum
    mere sanam ek duje ke ho jaye hum
    jal raha hai ye kya ho raha hai
    pyar ki aag chalka de gagariya
    kori hai chunar mori bali hai umariya
    lag ja gale se mere o bawariya
    rut hai milan ki chayi hai badariya
    chodo mujhe jane do mere sawariya
    kori hai chunar mori bali hai umariya
    sharma ke jhuki jo ankhiya
    puchengi jo meri sankhiya
    bhed khol degi pav ki jhanjhariya
    lag ja gale se mere o bawariya
    kori hai chunar mori bali hai umariya

    Posted by: {Anju}




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Chhodo Mujhe Jane Do Mere mp3 song, Chhodo Mujhe Jane Do Mere lyrics, Chhodo Mujhe Jane Do Mere Lyrics, Lyrics Chhodo Mujhe Jane Do Mere, Chhodo Mujhe Jane Do Mere hindi lyrics, Chhodo Mujhe Jane Do Mere hindi movie songs, Chhodo Mujhe Jane Do Mere bollywood songs, Chhodo Mujhe Jane Do Mere bollywood songs lyrics Download Chhodo Mujhe Jane Do Mere mp3 song