BollywoodTarane

    Download Chhod De Sari Duniya song

    Saraswati Chandra 1968

    Free Chhod De Sari Duniya mp3 song

    We presents for now Chhod De Sari Duniya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Chhod De Sari Duniya
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Chhod De Sari Duniya Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Chhod De Sari Duniya Kisi Ke Liye
    Song Lyrics Movie : Saraswati Chandra (1968)
    SINGER--Lata Mangeshkar

    mp3 songs

    Chhod de saari duniya kisi ke liye
    ye munaasib nahin aadmi ke liye
    Chhod de saari duniya kisi ke liye
    ye munaasib nahin aadmi ke liye
    pyaar se bhi zaroori kayi kaam hain
    pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye
    Chhod de saari duniya kisi ke liye

    tan se tan kaa milan ho na paayaa to kyaa
    man se man kaa milan koyi kam to nahin
    man se man kaa milan koyi kam to nahin
    khushboo aati rahe door hi se sahi
    saamne ho chaman koyi kam to nahin
    saamne ho chaman koyi kam to nahin
    chaand miltaa nahin sabko sansaar mein
    chaand miltaa nahin sabko sansaar mein
    hai diyaa hi bahut roshni ke liye
    Chhod de saari duniya kisi ke liye

    kitni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen
    kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin
    kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin
    ek duniyaa ujad hi gayi hai to kyaa
    doosraa tum jahaan kyun basaate nahin
    doosraa tum jahaan kyun basaate nahin
    dil na chaahe bhi to, saath sansaar ke
    dil na chaahe bhi to, saath sansaar ke
    chalnaa padtaa hai sab ki khushi ke liye
    Chhod de saari duniya kisi ke liye
    ye munaasib nahin aadmi ke liye
    pyaar se bhi zaroori kayi kaam hain
    pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye
    Chhod de saari duniya kisi ke liye




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Chhod De Sari Duniya mp3 song, Chhod De Sari Duniya lyrics, Chhod De Sari Duniya Lyrics, Lyrics Chhod De Sari Duniya, Chhod De Sari Duniya hindi lyrics, Chhod De Sari Duniya hindi movie songs, Chhod De Sari Duniya bollywood songs, Chhod De Sari Duniya bollywood songs lyrics Download Chhod De Sari Duniya mp3 song