BollywoodTarane

    Download Chehra Chupa Liya Hai song

    Nikaah 1982

    Free Chehra Chupa Liya Hai mp3 song

    We presents for now Chehra Chupa Liya Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Chehra Chupa Liya Hai
    Artist : Mahendra Kapoor
    Save As
    Chehra Chupa Liya Hai Song Lyrics
     Song Lyrics: Chehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne
    Song Lyrics Movie or Album: Nikaah
    Singer(s): Mahendra Kapoor, Asha Bhosle, Salma Agha

    Lyrics

    Chehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne Hijaab Mein
    chehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne Hijaab Mein -2
    haan…chehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne Hijaab Mein
    arre Jee Chaahta Hai Aag Laga Dun Naqaab Mein
    jee Chaahta Hai Aag Laga Dun Naqaab Mein -2
            
    aa…aa…
    bijli Thi Ik Jo Hamne Chhupa Li Naqaab Mein -2
    arre Lag Jaati Varna Aag Tumhaare Shabaab Mein
    lag Jaati Varna Aag Tumhaare Shabaab Mein
           
    aa…aa…ham Husn Ke Parvaane Jalne Se Nahi Darte
    ham Husn Ke Parvaane Jalne Se Nahi Darte
    anjaam-e-mohabbat Ki Parvaah Nahi Karte
    anjaam-e-mohabbat Ki Parvaah Nahi Karte
    ik Baar Hi Dete Hain Dil Apna Haseeno Ko
    ik Baar Hi Marte Hain Sau Baar Nahi Marte
    ik Baar Hi Marte Hain Sau Baar Nahi Marte
    parvaane Se Pehele Jali Aur Parvaane Ke Saath Jali
    woh To Jala Bas Pal Do Pal Ko Shama Toh Saari Raat Jali
    ek Parvaana Jala Kis Qadar Shor Macha -2
    shama Chup-chaap Jali Lab Pe Shikwa Na Gila -2
    kya Hai Jalne Ka Maza Husn Se Puchho Zara -2
    kyun Ke...parvaane Ko Jal Jaana Ham Ne Hi Sikhaaya Hai
    parvaane Ko Jal Jaana Ham Ne Hi Sikhaaya Hai
    woh Tab Hi Jala Hamne Jab Khud Ko Jalaaya Hai
    woh Tab Hi Jala Hamne Jab Khud Ko Jalaaya Hai
    aashiq Ki Jaan Ishq Mein Jaane Se Pesh Kar -2
    arre Khud Husn Dubta Hai Wafa Ke Chanaab Mein
    khud Husn Dubta Hai Wafa Ke Chanaab Mein
    chehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne Hijaab Mein
    jee Chaahta Hai Aag Laga Dun Naqaab Mein
           
    gar Husn Nahi Hota, Ye Ishq Kaha Hota
    gar Husn Nahi Hota, Ye Ishq Kaha Hota
    phir Kis-se Wafa Karte Phir Kis Ka Baiyaan Hota
    phir Kis-se Wafa Karte Phir Kis Ka Baiyaan Hota
    takraar Se Kya Haasil Kuchh Bhi Na Huwa Hota
    takraar Se Kya Haasil Kuchh Bhi Na Huwa Hota
    gar Tum Na Haseen Hote Gar Main Na Jawaan Hota
    gar Tum Na Haseen Hote Gar Main Na Jawaan Hota
           
    jis Roz Se Is Husn Ka Deedaar Kiya Hai
    bas Pyaar Kiya Pyaar Kiya Pyaar Kiya Hai
    ye Jhoothh Hai Ke Tum Ne Hamein Pyaar Kiya Hai
    hamne Tumhein Zulfon Mein Giraftaar Kiya Hai
    aa…jis Roz Se Is Husn Ka Deedaar Kiya Hai
    bas Pyaar Kiya Pyaar Kiya Pyaar Kiya Hai
    ye Jhoothh Hai Ke Tum Ne Hamein Pyaar Kiya Hai
    hamne Tumhein Zulfon Mein Giraftaar Kiya Hai
           
    tum Husn Ho Ham Ishq Hain
    gar Tum Tum Nahi To Ham Nahi
    hai Baat Sachchi Bas Yahi Koyi Kisi Se Kam Nahi
    hai Baat Sachchi Bas Yahi Koyi Kisi Se Kam Nahi
    ek Naghma Hai Ek Raag Hai
    dono Taraf Ek Aag Hai
    tum Se Hamein Shikwa Bhi Hai, Phir Bhi Tumhi Se Pyaar Hai
    tum Bin Hamein Kab Chain Hai, Ham Ko Bhi Ye Iqraar Hai
    dekhein To Hosh Gum Ho Na Dekhein To Hosh Gum
    arre Ye Phans Gayi Hai Jaan Meri Kis Azaab Mein
    ye Phans Gayi Hai Jaan Meri Kis Azaab Mein
    ho…bijli Thi Ik Jo Hamne Chhupa Li Naqaab Mein
    lag Jaati Varna Aag Tumhaare Shabaab Mein
    lag Jaati Varna Aag Tumhaare Shabaab Mein
    chehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne Hijaab Mein
    lag Jaati Varna Aag Tumhaare Shabaab Mein
    aa...
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Chehra Chupa Liya Hai mp3 song, Chehra Chupa Liya Hai lyrics, Chehra Chupa Liya Hai Lyrics, Lyrics Chehra Chupa Liya Hai, Chehra Chupa Liya Hai hindi lyrics, Chehra Chupa Liya Hai hindi movie songs, Chehra Chupa Liya Hai bollywood songs, Chehra Chupa Liya Hai bollywood songs lyrics Download Chehra Chupa Liya Hai mp3 song