BollywoodTarane

    Download Chaudhvin Raat Hai song

    Yaadon Ke Mausam 1990

    Free Chaudhvin Raat Hai mp3 song

    We presents for now Chaudhvin Raat Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Chaudhvin Raat Hai
    Artist : Suresh Wadkar
    Save As
    Chaudhvin Raat Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Chaudhvin Raat Hai
    Song Lyrics Movie : Yaadon Ke Mausam (1990)
    Singers : Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
    Song Lyricists : Mohammed Salahuddin Parvez
    Music Composer : Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
    Director : Salahuddin Pervez
    Music Label : T-Series
    Starring : Beena, Ghazal, Kiran Kumar, Saeed Jaffrey
    Release on : 13th July, 1990


    mp3 songs


    Chaudhvin raat hai,
    Chaudhvin raat hai
    Ab chand dikha de apna
    Ham kayi din se teri
    Chat ko taka karte hai
    Jiya dhadkata hai
    Jiya dhadkata hai bhut
    Chand dikhaye hai kaise
    Sharam ke mare dupatte me
    Chhupa karte hai
    Chaudhvin raat hai

    Maine izhar mohabbat ka
    Kiya hai lekin
    Maine izhar moabbat ka
    Kiya hai lekin
    Tu bhi wo kahte jo mahebub
    Kaha karte hai
    Jiya dhadkata hai bhut
    Jiya dhadkata hai bhut
    Chand dikhaye hai kaise
    Sharam ke mare dupatte me
    Chhupa karte hai
    Chaudhvin raat hai

    Ishk ki ye baat to chupke se
    Kahi jati hai
    Ishk ki ye baat to chupke se
    Kahi jati hai
    Itne chupke se ki ham tum hi
    Suna karte hai
    Chaudhvin raat hai,
    Chaudhvin raat hai
    Ab chand dikha de apna
    Ham kayi din se teri
    Chat ko taka karte hai
    Jiya dhadkata hai bhut

    Tu gajal hai ya kavita
    Ya fasana dil ka
    Tu gajal hai ya kavita
    Ya fasana dil ka
    Raat or din teri ankho ko
    Padha karte hai
    Jiya dhadkata hai bhut
    Jiya dhadkata hai bhut
    Chand dikhaye hai kaise
    Sharam ke mare dupatte me
    Chupa karte hai
    Chaudhvin raat hai

    Yu na padhiye meri ankhe
    Ki jhuke jati hai
    Yu na padhiye meri ankhe
    Ki jhuke jati hai
    Inhi ankho me kahi
    Ap basa karte hai
    Chaudhvin raat hai,
    Chaudhvin raat hai
    Ab chand dikha de apna
    Ham kayi din se teri
    Chat ko taka karte hai
    Jiya dhadkata hai bhut
    Chand dikhaye hai kaise
    Chaudhvin raat hai....


    Posted By : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Chaudhvin Raat Hai mp3 song, Chaudhvin Raat Hai lyrics, Chaudhvin Raat Hai Lyrics, Lyrics Chaudhvin Raat Hai, Chaudhvin Raat Hai hindi lyrics, Chaudhvin Raat Hai hindi movie songs, Chaudhvin Raat Hai bollywood songs, Chaudhvin Raat Hai bollywood songs lyrics Download Chaudhvin Raat Hai mp3 song