BollywoodTarane

    Download Chand Kya Hai Roop song

    Dhamkee 1973

    Free Chand Kya Hai Roop mp3 song

    We presents for now Chand Kya Hai Roop mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Chand Kya Hai Roop
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Chand Kya Hai Roop Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Chand Kya Hai Roop Ka Darpan
    Song Lyrics Movie : Dhamkee (1973)
    Singers : Asha Bhonsle and Kishore Kumar
    Song : Chaand Kya Hai Roop Ka Darpan
    Lyricist : Asad Bhopali
    Actors : Vinod Khanna and Kumkum
    Music Directors : Ganesh

    mp3 songs

    haan chaand kya hai
    roop ka darpan
    arre roop kya hai
    preet ka aangan
    preet kya hai
    dil ki dhadkan
    aaha aaha..

    chaand kya hai
    roop ka darpan
    arre roop kya hai
    preet ka aangan
    preet kya hai
    dil ki dhadkan

    jab se tum sang preet lagayi
    jab se tum sang preet lagayi
    hum ko ik pal neend na aayi
    rani ho rani..

    ho meri nas nas mein angdayi
    doon main saari raat duhayi
    raja o raja..

    kaho na raat ki saari kahani
    raat kya hai
    neend ki chilman
    neend kya hai
    hosh ki dushman
    hosh kya hai
    deewanapan
    aaha..

    chaand kya hai
    roop ka darpan
    arre roop kya hai
    preet ka aangan
    preet kya hai
    dil ki dhadkan

    raat ko apna chaand pyara
    ho raat ko apna chaand pyara
    mujh ko pyara
    pyar tumhara
    raja ho raja..

    sagar ki hai
    jaan kinaara
    meri jaan hai
    pyaar tumhara
    rani ho rani..

    aji hum jaante hain
    tum bataao

    jaan kya hai
    saans ka bandhan
    arre saans kya hai
    aas ka jeevan
    aas kya hai
    chaand si dulhan
    aaha..

    chaand kya hai
    roop ka darpan
    arre roop kya hai
    preet ka aangan
    preet kya hai
    dil ki dhadkan

    phir chaand kya
    arre roop kya
    arre preet kya
    arre dhadkan kya
    aa..aa..

    Posted by: {Anju}





    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Chand Kya Hai Roop mp3 song, Chand Kya Hai Roop lyrics, Chand Kya Hai Roop Lyrics, Lyrics Chand Kya Hai Roop, Chand Kya Hai Roop hindi lyrics, Chand Kya Hai Roop hindi movie songs, Chand Kya Hai Roop bollywood songs, Chand Kya Hai Roop bollywood songs lyrics Download Chand Kya Hai Roop mp3 song