BollywoodTarane

    Download Chalenge Ter Jab Dil Par song

    Kohinoor 1960

    Free Chalenge Ter Jab Dil Par mp3 song

    We presents for now Chalenge Ter Jab Dil Par mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Chalenge Ter Jab Dil Par
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Chalenge Ter Jab Dil Par Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Chalenge Ter Jab Dil Par
    Song Lyrics Movie : Kohinoor (1960)
    Singers - Lata,Rafi
    Lyrics - Shakeel Badayuni

    mp3 songs

    ha aa
    dil ka afsaana sunaate hain sunaane waale
    aa aa
    kaash samjhen na mohabbat ko mitaane waale
    pyaar ka naam bhi lete huye dar lagta hai
    ha ha ha
    teer kheenche huye baithe hain zamaane waale
    ha ha ha

    chalenge teer jab dil par
    to armaanon ka kya hoga
    chalenge teer jab dil par
    to armaanon ka kya hoga
    lutega ghar to phir
    is ghar ke mehmaanon ka kya hoga
    chalenge teer jab dil par
    to armaanon ka kya hoga

    ha aa aa aa aa
    sunaa hai ishq mein aatey hain din
    aahon ke naalon ke
    abhi tak to salaamat hain garebaan
    ishq waalon ke
    aaaa aaaa aaaa

    agar fasl-e-bahaar aayi
    to deewaanon ka kya hoga
    agar fasl-e-bahaar aayi
    to deewaanon ka kya hoga
    chalenge teer jab dil par
    to armaanon ka kya hoga

    aaa aaaa
    uthha hai shor-e-maatam
    shama tere jaan nisaaron mein
    abhi to dil hi jalte hain
    mohabbat ke sharaaron mein
    kisi ne par jalaa daaley
    to parwaanon ka kya hoga
    kisi ne par jalaa daaley
    to parwaanon ka kyaa hoga
    chalenge teer jab dil par
    to armaanon ka kya hoga

    aaa aaaa
    aaaaa
    adhoorey hain adhoore
    poorey nahin qisse muhabbat ke
    abhi to dil mein posheeda hain
    afsaane qayaamat ke
    haqeeqat ho gayi zaahir
    to afsaanon ka kya hoga
    haqeeqat ho gayi zaahir
    to afsaanon ka kya hoga
    chalenge teer jab dil par
    to armaanon ka kya hoga

    aaa aaa
    sunaa hai jaam-e-ulfat mein bala ka
    josh hai saaqi
    ee ee ee
    abhi to dil hai qaaboo mein
    abhi to hosh hai baaqi
    ee ee ee eeeee

    agar pi kar behek uthhe to
    mastaanon ka kya hoga
    agar pi kar behek uthhe to
    mastaanon ka kya hoga
    chalenge teer
    aaaa aaaa aaaa
    chalenge teer
    aaaa aaaa aaaa
    to armaanon ka kya hoga
    aa aa aaaaaaa
    aaa aaaa aaaaa aaaa
    aaa aaaa aaaaa aaaa
    lutega ghar to phir
    is ghar ke mehmaanon ka kya hoga
    chalenge teer jab dil par
    to armaanon ka kya hoga




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Chalenge Ter Jab Dil Par mp3 song, Chalenge Ter Jab Dil Par lyrics, Chalenge Ter Jab Dil Par Lyrics, Lyrics Chalenge Ter Jab Dil Par, Chalenge Ter Jab Dil Par hindi lyrics, Chalenge Ter Jab Dil Par hindi movie songs, Chalenge Ter Jab Dil Par bollywood songs, Chalenge Ter Jab Dil Par bollywood songs lyrics Download Chalenge Ter Jab Dil Par mp3 song