BollywoodTarane

    Download Bijuriya Giri Mujhpe Tere song

    Shaadi Se Pehle 2006

    Free Bijuriya Giri Mujhpe Tere mp3 song

    We presents for now Bijuriya Giri Mujhpe Tere mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bijuriya Giri Mujhpe Tere
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Bijuriya Giri Mujhpe Tere Song Lyrics
      Song Title : Bijuriya - Giri Mujhpe Tere
      Movie/Album Name: SHAADI SE PEHLE
    Singer(s) : SUKHWINDER SINGH, ALKA YAGNIK

     Lyrics
    maare dank tanhaai meri iss jaan pe aayi - 3
    bijuriya bijuriya bijuriya
    giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya - 2
    i think of you all the time baanwariya - 2
    bijuriya bijuriya bijuriya
    giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
    haa giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
    giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya

    baanwariya re baanwariya
    aaya tera - 2 saanwariya
    baanwariya re baanwariya
    aaya tera - 2 saanwariya
    badi bechaini hai mere har dhadkan mein
    kadak si garmi hai meri har tadpan mein
    main tere pehlu mein simat ke so jaaun
    mera dil kehta hai main tujh mein kho jaaun
    in adaaon ne mujhe maara hai meri chahat ka tu sharara hai
    maine dil tujhpe hi haara hai
    teri hi bekhudi chhayi meri toh jaan pe aayi - 2
    bijuriya bijuriya bijuriya
    giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
    i think of you all the time baanwariya
    giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
    i think of you all the time baanwariya

    bada tadpati hai khayalon ki baaten
    akele katt ti na jawani ki raaten
    yeh mausam doori ka saha na jaayega
    tere bin tanha ab raha na jaayega
    meri saanson ki khushbu hai tu
    mere khwaabon ki aarzoo hai tu
    armaanon mein bas tu hai tu
    mohabbat rang hai laayi haai haai haai
    meri toh jaan pe aayi haai haai haai
    mohabbat rang hai laayi meri toh jaan pe
    bijuriya bijuriya bijuriya
    giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
    i think of you all the time baanwariya
    giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
    i think of you all the time baanwariya
    giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
    i think of you all the time baanwariya






    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bijuriya Giri Mujhpe Tere mp3 song, Bijuriya Giri Mujhpe Tere lyrics, Bijuriya Giri Mujhpe Tere Lyrics, Lyrics Bijuriya Giri Mujhpe Tere, Bijuriya Giri Mujhpe Tere hindi lyrics, Bijuriya Giri Mujhpe Tere hindi movie songs, Bijuriya Giri Mujhpe Tere bollywood songs, Bijuriya Giri Mujhpe Tere bollywood songs lyrics Download Bijuriya Giri Mujhpe Tere mp3 song