BollywoodTarane

    Download Bhooli Bisri Yaadon Me song

    Viruddh 2005

    Free Bhooli Bisri Yaadon Me mp3 song

    We presents for now Bhooli Bisri Yaadon Me mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bhooli Bisri Yaadon Me
    Artist : XYZ
    Save As
    Bhooli Bisri Yaadon Me Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Bhooli Bisri Yaadon Me
    Song Lyrics Movie : Viruddh (2005)


    mp3 songs

    bhooli bisri yaadon mein ab bhi kahin pyar chupa hain - 3
    tera hriday mera hriday ek baat keh raha hain

    shikwo mein kya rakha hain, sab kutch hain pyar mein - 2
    kyon umra yeh bitaa de ek intejaar mein
    nazaro ke saamne se pal pal gujar raha hain
    (chal saath) - 3 keh raha hain
    bhooli bisri yaadon mein ab bhi kahin pyar chupa hain

    kutch waqt mil gaya hain, chalo dil ki baat kar le - 2
    jee toh yeh keh raha hain, baahon mein tumko bharle
    kabse judaai tumse mann mera seh raha hain
    (chal saath) - 3 keh raha hain
    bhooli bisri yaadon mein ab bhi kahin pyar chupa hain

    kaisa banaya rab ne, yeh jindagi ka mela
    duniya hain saath saari phir bhi mann akela
    aankhon se ashk banke jazbaat beh raha hain
    (chal saath) - 3 keh raha hain
    bhooli bisri yaadon mein ab bhi kahin pyar chupa hain - 3
    tera hriday mera hriday ek baat keh raha hain
    (chal saath) - 3 keh raha hain




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bhooli Bisri Yaadon Me mp3 song, Bhooli Bisri Yaadon Me lyrics, Bhooli Bisri Yaadon Me Lyrics, Lyrics Bhooli Bisri Yaadon Me, Bhooli Bisri Yaadon Me hindi lyrics, Bhooli Bisri Yaadon Me hindi movie songs, Bhooli Bisri Yaadon Me bollywood songs, Bhooli Bisri Yaadon Me bollywood songs lyrics Download Bhooli Bisri Yaadon Me mp3 song