BollywoodTarane

    Download Bharat Maa Ki Aankh song

    Bahu Beti 1965

    Free Bharat Maa Ki Aankh mp3 song

    We presents for now Bharat Maa Ki Aankh mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bharat Maa Ki Aankh
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Bharat Maa Ki Aankh Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Bharat Maa Ki Aankh Ke Taro
    Song Lyrics Movie : Bahu Beti (1965)
    Singer :Asha Bhosle
    Lyricist :Sahir Ludhianvi
    Music Director :Ravi

    mp3 songs

    bharat maa ki aankh ke taro
    nanhe munne raj dularo
    jaise maine tumko sawaya
    waise hi tum desh sawara
    bharat maa ki aankh ke taro
    nanhe munne raj dularo
    jaise maine tumko sawaya
    waise hi tum desh sawara
    bharat maa ki aankh ke taro

    ye jo hai ek chota sa basta
    kismat ke phulo ka guldasta
    karishan hai isme ram hai isme
    ye basta isha ki kahani
    ye bata nanak ki bani
    isme chupi hai har sachai
    apna sukh oro ki bhalai
    is baste ko shish nawao
    is baste ko shish nawao
    bharat maa ki aankh ke taro
    nanhe munne raj dularo
    jaise maine tumko sawaya
    waise hi tum desh sawara
    bharat maa ki aankh ke taro

    chod ke jhuthi jate pate
    sab se sikho achi bate
    apna kisi se bair na samjho
    jag me kisi ko gair na samjho
    aap padho oro ka padhao
    ghar ghar gyan ki jyot jagao
    naw jiwan ki aas tumhi ho
    banta hua itihas tumhi ho
    jitna gahra andhiyara ho
    jitna gahra andhiyara ho
    utne unche deep ubharo
    bharat maa ki aankh ke taro
    nanhe munne raj dularo
    jaise maine tumko sawaya
    waise hi tum desh sawara
    bharat maa ki aankh ke taro

    ye sansar jo hamne sajaya
    ye sansar jo tumne paya
    is sansar me jhuth bahut hai
    jurm bahut hai lut bahut hai
    jurm ke aage sar ka jhukana
    har ek jhuth se takra jana
    is sansar ka rang badalna
    unch or nich ka dhang badalna
    sara jag hai desh tumhara
    sara jag hai desh tumhara
    sare jag ka rup nikharo
    bharat maa ki aankh ke taro
    nanhe munne raj dularo
    jaise maine tumko sawaya
    waise hi tum desh sawara
    bharat maa ki aankh ke taro
    nanhe munne raj dularo





    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bharat Maa Ki Aankh mp3 song, Bharat Maa Ki Aankh lyrics, Bharat Maa Ki Aankh Lyrics, Lyrics Bharat Maa Ki Aankh, Bharat Maa Ki Aankh hindi lyrics, Bharat Maa Ki Aankh hindi movie songs, Bharat Maa Ki Aankh bollywood songs, Bharat Maa Ki Aankh bollywood songs lyrics Download Bharat Maa Ki Aankh mp3 song