BollywoodTarane

    Download Bhaag D K Bose Aandhi song

    Delhi Belly 2011

    Free Bhaag D K Bose Aandhi mp3 song

    We presents for now Bhaag D K Bose Aandhi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bhaag D K Bose Aandhi
    Artist : New Song
    Save As
    Bhaag D K Bose Aandhi Song Lyrics
    Song lyrics title: Bhaag D.K. Bose, Aandhi Aayi (Delhi Belly (2011)
    Song lyrics movie: Delhi Belly (2011)
    singer: Ram Sampath



    mp3 song lyrics

    Daddy mujhse bola, tu galti hai meri
    Tujhpe zindgaani, guilty hai meri
    Saabun ki shakal mein, beta tu toh nikla kewal jhaag, jhaag, jhaag, bhaag

    Bhaag bhaag - 4 times

    Oh by God lag gayi, kya se kya hua
    Dekha toh katora, jhaanka toh kuaan
    Pidhi jaisa chooha, dum pakda toh nikla kaala naag, naag, naag, bhaag

    Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, bhaag bhaag, D K Bose, D K bhaag - 2 times
    Aandhi aayi - 4 times
    Bhaag bhaag D K Bose, D K bhaag
    Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, aandhi aayi hai

    Kisne kisko loota, kiska maatha kaise phoota, kya pataa
    Bhaiyya we don t have a clue
    Itna hi pataa hai, aagey daude toh bhala hai
    Peeche toh
    Ek raakshas phaade muh
    Ik aandhi aayi hai, sandesa laayi hai

    Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, bhaag bhaag, D K Bose, D K bhaag - 2 times
    Aandhi aayi - 4 times
    Bhaag bhaag D K Bose, D K bhaag
    Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, aandhi aayi hai

    Hum toh hain kabootar, do paiyye ka ek scooter, zindagi
    Jo dhakelo toh chale
    Aur kismat ki hai kadki, roti kapda aur ladki
    Teeno hi
    Paapad belo toh mile
    Yeh bheja garden hai, aur tension maali hai

    Mann ka Taanpoora, frustration mein chede ek hi raag
    Raag, Raag, bhaag

    Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, bhaag bhaag, D K Bose, D K bhaag - 2 times
    Aandhi aayi - 4 times
    Bhaag bhaag D K Bose, D K bhaag
    Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, aandhi aayi hai

    Daddy mujhse bola, tu galti hai meri
    Tujhpe zindgaani, guilty hai meri
    Saabun ki shakal mein, beta tu toh nikla kewal jhaag, jhaag, jhaag, bhaag

    Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, bhaag bhaag, D K Bose, D K bhaag - 2 times
    Aandhi aayi - 4 times
    Bhaag bhaag D K Bose, D K bhaag
    Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, aandhi aayi hai
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bhaag D K Bose Aandhi mp3 song, Bhaag D K Bose Aandhi lyrics, Bhaag D K Bose Aandhi Lyrics, Lyrics Bhaag D K Bose Aandhi, Bhaag D K Bose Aandhi hindi lyrics, Bhaag D K Bose Aandhi hindi movie songs, Bhaag D K Bose Aandhi bollywood songs, Bhaag D K Bose Aandhi bollywood songs lyrics Download Bhaag D K Bose Aandhi mp3 song