BollywoodTarane

    Download Beqabu Ho Gaya song

    Beqabu 1996

    Free Beqabu Ho Gaya mp3 song

    We presents for now Beqabu Ho Gaya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Beqabu Ho Gaya
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Beqabu Ho Gaya Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Beqabu Ho Gaya
    Song Lyrics Movie : Beqabu
    Singer(s): Alka Yagnik, Udit Narayan
    Music Director(s): Anu Malik
    Lyricist(s): Nida Fazli

    mp3 songs

    (pehali najar mein yeh ghaayal ho gaya
    dekha dubaara toh paagal ho gaya) - (2)
    jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
    dekha tujhe dil yeh dil -2 bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya
    pehali najar mein yeh ghaayal ho gaya
    dekha dubaara toh paagal ho gaya
    jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
    dekha tujhe dil yeh dil -2 bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya

    jaane yeh kya hone laga mujhako, dkhu jahaan dekhu wahaan tujhako
    naya naya lagata hai sawera, baatein teri karata hai andhera
    jawaani ka mausam mehakane laga, nasha woh chadha main behakane laga
    akele mein aata nahi chain abb, bina tere sachmuch adhura hai sab
    bin tere jina abb mushkil ho gaya, dekha dubaara toh paagal ho gaya
    jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
    dekha tujhe dil yeh dil -2 bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya

    chori chori aankhon mein samaake, aankhon se sidhe dil mein aake
    meri teri aankh ladi jab se, hosh nahi nind nahi tab se
    tera roop har shabd mein geet hai, tera jikr har sur mein sangeet hai
    kawal chaand baadal sistaara hai tu, najar hoon main najaara hai tu
    jivan ka rasta abb manjil ho gaya, dekha dubaara toh paagal ho gaya
    jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
    dekha tujhe dil yeh dil -2 bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya
    ho pehali najar mein yeh ghaayal ho gaya
    dekha dubaara toh paagal ho gaya
    jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
    dekha tujhe dil yeh dil -2 bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Beqabu Ho Gaya mp3 song, Beqabu Ho Gaya lyrics, Beqabu Ho Gaya Lyrics, Lyrics Beqabu Ho Gaya, Beqabu Ho Gaya hindi lyrics, Beqabu Ho Gaya hindi movie songs, Beqabu Ho Gaya bollywood songs, Beqabu Ho Gaya bollywood songs lyrics Download Beqabu Ho Gaya mp3 song