BollywoodTarane

    Download Beet Chali Hai Ram song

    Sachaai 1969

    Free Beet Chali Hai Ram mp3 song

    We presents for now Beet Chali Hai Ram mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Beet Chali Hai Ram
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Beet Chali Hai Ram Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Beet Chali Hai Ram 
    Song Lyrics Movie = Sachaai (1969)
    Singers = Asha Bhosle
    Song Lyricists = Rajendra Krishan
    Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal,
    Shankar Singh Raghuvanshi
    Director = K. Shankar
    Music Label = Saregama
    Starring = Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar, Sadhana
    Shivdasani


    mp3 songs


    Beet chali haye ram rut ye bahar ki
    Beet chali haye ram rut ye bahar ki
    Aye na ba tak balma
    Dhire dhire tut rahi aas mere pyar ki
    Aaye na ab tak balma
    Aaye na ab tak balma

    Teri yado ko dilse lagaye hue
    Kab se baithi hu ankhiya bichaye hue
    Teri yado ko dilse lagaye hue
    Kab se baithi hu ankhiya bichaye hue
    Jane wale judai me teri mujhe
    Jane wale judai me teri mujhe
    Ek jamana hua muskuraye hue
    Beet chali haye ram rut ye bahar ki
    Aye na ba tak balma
    Aye na ba tak balma

    Mere sawan me dil mera jalta raha
    Tera gum mere sine me palta raha
    Mere sawan me dil mera jalta raha
    Tera gum mere sine me palta raha
    Mai khadi hi rahi dil ko thame hue
    Mai khadi hi rahi dil ko thame hue
    Dard virah ka karwat badlata raha
    Beet chali haye ram rut ye bahar ki
    Aye na ba tak balma
    Aye na ba tak balma

    Ek din aake wada nibhaoge tum
    Man ke ujade nagar ko basaoge tum
    Ek din aake wada nibhaoge tum
    Man ke ujade nagar ko basaoge tum
    Ji rahi hu abhi tak isis aas par
    Aake sine se mujhko lagaoge tum
    Beet chali haye ram rut ye bahar ki
    Aye na ba tak balma
    Ho aye na ba tak balma

    Dhire dhire tut rahi aas mere pyar ki
    Aaye na ab tak balma
    Ho aaye na ab tak balma

    Dhire dhire tut rahi aas mere pyar ki
    Aaye na ab tak balma
    Aaye na ab tak balma


    Posted by : {Ritu Kesharwani}

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Beet Chali Hai Ram mp3 song, Beet Chali Hai Ram lyrics, Beet Chali Hai Ram Lyrics, Lyrics Beet Chali Hai Ram, Beet Chali Hai Ram hindi lyrics, Beet Chali Hai Ram hindi movie songs, Beet Chali Hai Ram bollywood songs, Beet Chali Hai Ram bollywood songs lyrics Download Beet Chali Hai Ram mp3 song