BollywoodTarane

    Download Bedhadak Kachchi Sadak song

    Kachchi Sadak 2006

    Free Bedhadak Kachchi Sadak mp3 song

    We presents for now Bedhadak Kachchi Sadak mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bedhadak Kachchi Sadak
    Artist : K K
    Save As
    Bedhadak Kachchi Sadak Song Lyrics
    Song Lyrics : Kachchi Sadak
    Song Lyrics Movie or Album: Kachchi Sadak
    Singer(s): K. K.

    Lyrics

    Kahi Pe Jhoot Hai
    kahi Pe Loot Hai
    kahi Pe Hai Daga
    toh Kahi Phoot Hai
    bade Kathin Hai Mod Iss Raah Ke
    haan Jispar Tu Naya Rang Roop Hai
    umeed Jis Zindagi Ki Thi
    kahi Dikhti Nahi Woh Kahi Goor Hai
    agar Tujhmein Dam Toh Phir Kya Hai Gam
    ke Bas Badhta Chal Tu Bedhadak
    kachchi Sadak...

    khud Ka Hi Tu Khud Hatiyaar Ban
    ke Ek Do Dhaari Talwaar Ban
    kaate Katein Nahi Maare Meeten Nahi
    aisa Behakta Angaar Ban
    chahe Ho Dosti Chahe Ho Dushmani
    dono Ko Tu Nibha Banke Tu Bejhijak
    agar Tujhmein Dam Toh Phir Kya Hai Gam
    ke Bas Badhta Chal Tu Bedhadak
    kachchi Sadak...

    bhatakna Nahi Behakna Nahi
    ke Ek Baat Samajh Le Dhyaan Se
    jo Tu Nikal Pade Toh Aaisa Lage
    ke Nikla Koi Teer Kamaan Se
    ke Tere Naam Ki Haan Tere Kaam Ki
    charcha Faili Milon Talak
    agar Tujhmein Dam Toh Phir Kya Hai Gam
    ke Bas Badhta Chal Tu Bedhadak
    kachchi Sadak...

    socha Tha Raah Mein Khilenge Phool
    lekin Hai Yahaan Kaanten Bichhe
    chaha Tha Chalna Purab Ki Aur
    ulta Paschhim Ki Taraf Khinche
    koi Bhi Ho Disha Koi Bhi Ho Jagah
    inn Baaton Se Padta Hai Kya Farak
    agar Tujhmein Dam Toh Phir Kya Hai Gam
    ke Bas Badhta Chal Tu Bedhadak
    kachchi Sadak...

    jo Bhi Julam Hue Jo Bhi Sitam Hue
    tu Yeh Soch Ke Tujhpe Hai Kam Hue
    rone Bilakhane Chillane Se
    hai Kab Durr Zamane Ke Gam Hue
    kitni Bhi Ho Dukhbhari Dastaan
    utarti Nahi Duniya Ke Halak
    agar Tujhmein Dam Toh Phir Kya Hai Gam
    ke Bas Badhta Chal Tu Bedhadak
    kachchi Sadak...
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bedhadak Kachchi Sadak mp3 song, Bedhadak Kachchi Sadak lyrics, Bedhadak Kachchi Sadak Lyrics, Lyrics Bedhadak Kachchi Sadak, Bedhadak Kachchi Sadak hindi lyrics, Bedhadak Kachchi Sadak hindi movie songs, Bedhadak Kachchi Sadak bollywood songs, Bedhadak Kachchi Sadak bollywood songs lyrics Download Bedhadak Kachchi Sadak mp3 song