BollywoodTarane

    Download Bechain Mera Ye Dil Hai song

    Yeh Mohabbat Hai 2002

    Free Bechain Mera Ye Dil Hai mp3 song

    We presents for now Bechain Mera Ye Dil Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bechain Mera Ye Dil Hai
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Bechain Mera Ye Dil Hai Song Lyrics
    Song lyricsTitle : Bechain Mera Yeh Dil Hai
    Song lyrics Movie/Album Name: YEH MOHABBAT HAI
    Singer(s) : ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN

     Lyrics
    --FEMALE--
    (Bechain mera yeh dil hai
    Mere chain ka yeh kaatil hai
    Yeh kaisi ajab halchal hai
    Hai yeh kya) - 2

    --MALE--
    Mohabbat hai, mohabbat hai
    Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

    --FEMALE--
    Mohabbat hai, mohabbat hai
    Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

    --MALE--
    Bechain mera yeh dil hai
    Mere chain ka yeh kaatil hai
    Yeh kaisi ajab halchal hai
    Hai yeh kya

    --FEMALE--
    Hamein pyaar hua hai tumse
    Tumhe pyaar hua hai humse

    --MALE--
    Hamein pyaar hua hai tumse
    Tumhe pyaar hua hai humse

    --FEMALE--
    Mere dil ki tez hai dhadkan
    Aur hosh bhi hai kuch gum se

    --MALE--
    Ae meet mere is mann ke
    Deewane hue tere banke
    Hai yeh kya

    --FEMALE--
    Mohabbat hai, mohabbat hai
    Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

    --MALE--
    Bechain mera yeh dil hai
    Mere chain ka yeh kaatil hai

    --FEMALE--
    Yeh kaisi ajab halchal hai
    Hai yeh kya

    --MALE--
    Mohabbat hai, mohabbat hai
    Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai
    Jaagi hai kayi umeedein
    Ho, meri ud gayi raat ki neendein

    --FEMALE--
    Jaagi hai kayi umeedein
    Meri ud gayi raat ki neendein

    --MALE--
    Ab pal pal til til soche
    Hum kaise tujh tak pahunche

    --FEMALE--
    Teri raah takte hai naina
    Ek pal nahin mujhko chaina
    Hai yeh kya

    --MALE--
    Mohabbat hai, mohabbat hai
    Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

    --FEMALE--
    Haan, bechain mera yeh dil hai
    Mere chain ka yeh kaatil hai
    Yeh kaisi ajab halchal hai
    Hai yeh kya

    --CHORUS--
    Mohabbat hai, mohabbat hai
    Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

    --FEMALE--
    Mohabbat hai, mohabbat hai
    Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bechain Mera Ye Dil Hai mp3 song, Bechain Mera Ye Dil Hai lyrics, Bechain Mera Ye Dil Hai Lyrics, Lyrics Bechain Mera Ye Dil Hai, Bechain Mera Ye Dil Hai hindi lyrics, Bechain Mera Ye Dil Hai hindi movie songs, Bechain Mera Ye Dil Hai bollywood songs, Bechain Mera Ye Dil Hai bollywood songs lyrics Download Bechain Mera Ye Dil Hai mp3 song