BollywoodTarane

    Download Bawala Me Hua Bawala song

    Ganga Ki Kasam 1999

    Free Bawala Me Hua Bawala mp3 song

    We presents for now Bawala Me Hua Bawala mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bawala Me Hua Bawala
    Artist : Sukhwinder Singh
    Save As
    Bawala Me Hua Bawala Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Bawala Me Hua Bawala
    Song Lyrics Movie = Ganga Ki Kasam (1999)
    Singers = Jaspinder Narula, Sukhwinder Singh
    Song Lyricists = Maya Govind
    Music Composer = Bappi Lahiri
    Director = T L V Prasad
    Music Label = Venus Records
    Starring = Mithun Chakraborty, Jackie Shroff, Dipti Bhatnagar, Mink Singh,
     Johnny Lever, Shakti Kapoor, Dalip Tahil, Mukesh Rishi, Raza Murad
    Release on = 4th June, 1999


    mp3 songs



    Preet laga ke yaar ko apne
    Chhod kabhi mat dejo
    Ho dil ka shisha nazuk hove
    Todi kabhi mat dejo

    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    O janjar wali ho jumer wali
    O lahenge wali dupatte wali
    O bindiya wali o chudiya wali
    O kajre wali o gajre wali
    Dheere se aake hai
    Nakhre dikha ke hai
    Janjar baja ke hai
    Hai hai ghunghat hata ke hai
    Are o matwali matwale ko
    Chand tu dikhlade
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    O janjar wali ho jumer wali
    O lahenge wali dupatte wali
    O bindiya wali o chudiya wali
    O kajre wali o gajre wali

    Husn kya hain yeh jawani kya hain
    Koi batlaye kahani kya hain
    Jawani pyar karti hain
    Jawani jaan deti hain
    Agar apni pe aa jaaye to
    Jawani jaan leti hain
    Jawni jaise phul gulab
    Jawani mast mast hain khwab
    Jawani ka joban hain phul
    Jawani mein hoti hain bhul
    Jawani masti bhari umang
    Jawani kar deti hain tang
    Are koi jawani mere dil mein
    Bhi hain chal machva de
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla

    O jaipur wali o dilli wali
    O patne wali o mumbai wali
    Hydrabad wali kalkatte wali
    Ha ha patiyane wali
    Hariyane wali lackhnau ki malika
    Kasmir ka phulva
    Aasam ki gori indor ki chhori
    Are kahi ki bhi ho dil ki
    Ganti tan tan tan bajva de
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla

    Are o bawle tu ishq ke
    Bare mein kya jaane
    Ishq hi zindagi hain
    Maut bhi mane ya na mane
    Ishq ke kitne ho gaye rogi
    Ishq mein kitne ho gaye jogi
    Ishq kar deta sabko bekabu
    Ishq mein kitne ho gaye daku
    Ishq mein phul the wo til hue
    Ishq mein badshah fakir hue
    Mujhko behayat de saki
    Ek katra bhi to na chakha hain
    Teri aankhen bata rahi hain mujhe
    Tune maikhana khol rakha hain

    Gore rang wali kaale til wali
    O humke wali o nathani wali
    Aa joban wali o ghunghru wali
    O payal wali hai hai jeeja ki saali
    Makan mange tu dukan mange tu
    Iman mange tu meri jaan mange tu
    Are jeevan bhar main karu gulaami
    Kagaj pe likhwale
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    O janjar wali ho jumer wali
    O lahenge wali dupatte wali
    O bindiya wali o chudiya wali
    O kajre wali o gajre wali
    Dheere se aake hai
    Nakhre dikha ke hai
    Janjar baja ke hai
    Ghunghat hata ke hai
    Are o matwali matwale ko
    Chand tu dikhlade
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla
    Bawla hu main bawla....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bawala Me Hua Bawala mp3 song, Bawala Me Hua Bawala lyrics, Bawala Me Hua Bawala Lyrics, Lyrics Bawala Me Hua Bawala, Bawala Me Hua Bawala hindi lyrics, Bawala Me Hua Bawala hindi movie songs, Bawala Me Hua Bawala bollywood songs, Bawala Me Hua Bawala bollywood songs lyrics Download Bawala Me Hua Bawala mp3 song