BollywoodTarane

    Download Banni hamari chaand song

    Do Dooni Chaar 1968

    Free Banni hamari chaand mp3 song

    We presents for now Banni hamari chaand mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Banni hamari chaand
    Artist : SUNIDHI CHAUHAAN
    Save As
    Banni hamari chaand Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Baaja Bajeya
    Song Lyrics Movie : Do Dooni Char
    Singer(s): Sunidhi Chauhan

    mp3 songs

    Banni hamari chaand si pyaari
    Yaan kaali peeli sanki challi hai
    Chehra dekh ke hi shaadi karega
    Banne ne zid yeh pakad li hai
    Toh na baaja bajeya, na ghodi chadeya, na baandhi gaanth dupatte mein
    Ghuss aaya banni ke ghar banna, taang adah di patthe mein

    Na baaja bajeya, na ghodi chadeya, na baandhi gaanth dupatte mein
    Na baaja bajeya, na ghodi chadeya, na baandhi gaanth dupatte mein
    Ghuss aaya banni ke ghar banna, taang adah di patthe mein

    Arrey adh badh jaake woh kone mein chupi
    Dekho shakal se chor koi chacha lagey
    Haye ban yeh mundeer kabhi kothe chadhi
    Chand badh badh ant shant haanke
    Kyun lut gayi, marr gayi banni kya hai iss ullu ke patthe mein

    Na baaja bajeya, na ghodi chadeya, na baandhi gaanth dupatte mein

    Phir hakka bakka (haan ji haan)
    Kare nain matakka (haan ji haan)
    Gunda hai pakka (haan ji woh haan)
    Bara chor uchakka (haan haan haan)
    Arrey udh udh hai rang ke banne kahaan gaye the
    (kahaan gaye the, kahaan gaye the, kahaan kahaan gaye the)
    Arrey dhoond rahi kyun phuppo tanne kahaan gaye the haye
    (kahaan gaye the, kahaan gaye the, o bolo)
    Kahaan kar aaye muh kaala (bolo)
    Kis kaaye todh aaye taala (bolo bolo bolo)
    Kaisa yeh gadbadh, chalo sune toh hum bhi zara
    Arrey ghuss gaya ballab pait mein samjho, chadeh jo beta hatthe mein
    Aur pakda gaya toh hogi thukaai baand ke latthe mein
    Na baaja bajeya, na ghodi chadeya, na baandhi gaanth dupatte mein

    Lap lap lapke hai kajre ki dhaar
    (khoob hai rabba yeh nangi talwaar)

    Oye hoye hoye dildaar lagey bichoda gutdaar
    (dekho ek latt mein phanse hain chaar chaar)

    Woh dekho, banni meri phoolon ka chabba
    Woh dekho, banna jaise kachre ka dabba
    Dekho dekho, bura bola gur mila rabba kaisa hua yeh kamaal
    Arrey bhid gaya banne ko banni se taanka, jaaye duniya bhatte mein
    Na baaja bajeya, na ghodi chadeya, na baandhi gaanth dupatte mein
    Ghuss aaya banni ke ghar banna, taang adah di patthe mein


    Bhid gaya banne ko banni se taanka
    Banni hai chammo, banna hai baanka
    Phat gaya, phat gaya, ishq pataakha
    Padh gaya, padh gaya nainon mein daaka
    Mach gaya, mach gaya dhoom dhadaka
    Jaaye duniya bhatte mein - 3 times
    Jaaye duniya, jaaye duniya, jaaye duniya bhatte mein




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Banni hamari chaand mp3 song, Banni hamari chaand lyrics, Banni hamari chaand Lyrics, Lyrics Banni hamari chaand, Banni hamari chaand hindi lyrics, Banni hamari chaand hindi movie songs, Banni hamari chaand bollywood songs, Banni hamari chaand bollywood songs lyrics Download Banni hamari chaand mp3 song