BollywoodTarane

    Download Balle Balle song

    Veer 1995

    Free Balle Balle mp3 song

    We presents for now Balle Balle mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Balle Balle
    Artist : XYZ
    Save As
    Balle Balle Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Balle Balle
    Song Lyrics Movie : Veer (1995)
    Singers : Bali Brahmbhatt, Dilip Sen, Sudesh Bhonsle
    Song Lyricists : Maya Govind
    Music Composer: Dilip Sen, Sameer Sen
    Director : Kanti Shah
    Starring : Dharmendra, Armaan Kohli, Mukesh Khanna

    mp3 songs


    Beadab bemulahiza hoshiyaar
    Shahenshah e chinch pokli
    Alampanahe bori wali
    Machade khal bali
    Sadak chhap gali gali
    Dono ki sawaari chali chali chali

    Are re ruk ruk ruk ruk…are

    Do shero ki chali sawaari
    Gali gali yeh dhoom machane
    Hath pade tu aade pirchhe
    Aaye hai hum do deewane

    Main deewana tu deewana
    Saara jahaan deewana
    Jahan lagate lag jaata hai
    Apna sahin nishana
    Bolo balle balle balle yaar yaa yaa
    Balle balle balle yaar yaa yaa
    Balle balle balle

    Hath jaa mukki chaal chala chalake chakkar
    Bade bade chakkar bhaari ko
    Bana diya ghanchakkar
    Bolo balle balle balle yaar yaa yaa
    Balle balle balle yaar yaa yaa
    Yahin hai right choice baby
    Baaho mein aaj mere dil mein samaja
    Boom sakalaka bolo boom sakalaka

    Sab raam shaam ka hai chakkar
    Tu bhi actor mein bhi actor
    Iski topi uske sar uski topi iske sar
    Ikka dukka ho ya koi chhaka choka athha
    Har patte ko pal mein bana de
    Hum ullu ka pattha
    Bolo balle balle balle yaar yaa yaa
    Balle balle balle yaar yaa yaa
    Sab dhundhte reh jaaoge

    He he hey sayba he he hey sayba
    He he hey sayba he he hey sayba
    Main peeta peeta aaya hoon
    Botal se aaj nahaya hoon
    Main peeta peeta aaya hoon
    Botal se aaj nahaya hoon
    Ye sar pe chadhti jaayegi
    Ye tujhko dhul chatayegi
    Peeunga aur peelaunga
    Botal ka saara paani
    Are paani paani paani
    Tu to pee gaya ye saara paani
    Balle balle balle yaar yaa yaa
    Balle balle balle yaar yaa yaa
    Yeh samandar ki baat hai

    Ek chatur naar meetha anaar
    Chitvat hai yaar mohe baar baar
    Kare pyaar yaar ek chatur naar

    Zara palat palat mukhda to dikha
    Zara dekha chhata zulfe to hata
    Mujhko tu bata de apna patta
    Main shaamu tu meri shaam lata
    Taak dhin dhin taak taak dhin dhin taak
    Ishq ladana chhod de puttar
    Ishq hai juaan chhatta
    Shaam teri ye shaam lata
    Baitha degi tera patta

    Ho jaisi bhi ho chalegi kyaa bola
    Aisi phir na milegi phir bola
    Tere bheje mein to bhara hai gobar bhusa
    Chupkar warna maindunga tujhko gussa
    Bolo balle balle balle yaar yaa yaa
    Balle balle balle yaar yaa yaa
    Yeh samandar ki baat hai

    Yaa bandh botal saa idhar gardan
    Lachka ke khadi hai waah kya seen hai

    O amma de de ye munda badla jaaye
    Alaa de haa de ye mere pichhe aaye
    O champa de haa de ye tere pichhe aaye
    Aa tu bhi aa aa kyun humse tu sarmaye
    Are ye to bilkul hai jaisa mota hai bandar
    Mujhko tu pyaara laage tu apna dharmendar
    Dharmendar pyaara haaji
    Jaise gahni chhuanara haaji
    Ye bhi hai achha naaji
    Hai mard ka bachha haaji

    Chahe koi chikna kehke
    Ye dil ho deewana bole
    Hole hole hole hole hole
    Dekh ke tujhko humri dil ki
    Ghanti bole hole hole hole hole hole

    Yeh somvaar ka hanji
    Yeh mangalvaar ka hanji
    Yeh budhvaar ka hanji
    Yeh veer vaar ka hanji
    Yeh sukarvaar ka hanji
    Yeh sanivaar ka hanji
    Yeh ravi vaar to picture bhi hai
    Haath na koi lagana
    Dhol bachate jaana

    Ho kash kar haath pakadlo bhaiya
    Holo raffuchakkar
    Insab chakkar mein hum ban na
    Jaaye ghanchakkar
    Bolo balle balle balle yaar yaa yaa
    Balle balle balle yaar yaa yaa
    Balle balle balle yaar yaa yaa
    Balle balle balle yaar yaa yaa
    Balle balle balle yaar yaa yaa..



    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Balle Balle mp3 song, Balle Balle lyrics, Balle Balle Lyrics, Lyrics Balle Balle, Balle Balle hindi lyrics, Balle Balle hindi movie songs, Balle Balle bollywood songs, Balle Balle bollywood songs lyrics Download Balle Balle mp3 song