BollywoodTarane

    Download Bakrewale Ye Baba song

    Dushman Duniya Ka 1996

    Free Bakrewale Ye Baba mp3 song

    We presents for now Bakrewale Ye Baba mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bakrewale Ye Baba
    Artist : XYZ
    Save As
    Bakrewale Ye Baba Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Bakrewale Baba
    Song Lyrics Movie = Dushman Duniya Ka (1996)
    Singers = Mehmood Ali
    Song Lyricists = Ravindra Jain
    Music Composer = Anu Malik
    Director = Mehmood
    Music Label = Zee Music
    Starring = Jeetendra, Sumalatha, Laila Mehdin, Shahrukh Khan, Salman Khan
    Release on = 20th September, 1996


    mp3 songs


    Bakre wala ye baba hidayat kare
    Bakre wala ye baba hidayat kare
    Jhadu khane me aana buri bat hai
    Buri bat hai
    Aa gaye to baitho ghadi do ghadi
    Aake yu laut jana buri bat hai
    Bakre wala ye baba hidayat kare
    Bakre wala ye baba hidayat kare
    Jhadu khane me aana buri bat hai
    Bakre wala

    Jhandu khane se aayi hai taja khabar
    Aaj taja khabar taja khabar
    Jhandu khane se aayi hai taja khabar
    Ab na apas me jhagda karenge basar
    Jis khabar me koi dam na ho wo khabar
    Jis khabar me koi dam na ho wo khabar
    Dum lagake udana buri bat hai
    Bakre wala ye baba hidayat kare

    Barabar pio hum barabar pilaye
    Na tum baj aao na hum baj aaye
    Barabar pio hum barabar pilaye
    Na tum baj aao na hum baj aaye
    Nasha koi bhi nahi aisa is jamane me
    Ke jo nasib na ho mere jhandu khane me
    Bakre wala ye baba to mashur hai

    Are pine wala  bhi adat se majbur hai
    Tum ko lat oji punjab ime lat laat ko bolte hai
    Lekin is lat ka matlab ha iadat
    Yahi bakre wala baba ka kalam hai
    Tumko lat pad gayi hai to ye lai kisi
    Tumko lat pad gayi hai to ye lai kisi
    Dusre ko lagana buri bat hai
    Bakre wala ye baba hidayat kare

    Hoge gumrah to gum tum bhi ho jaoge
    Hoge gumrah to gum tum bhi ho jaoge
    Jhandu pike andhe hoke so jaoge
    Jhandu pike andhe hoke so jaoge
    Jhandu khane ko koi apna ghar jankar
    Jhandu khane ko koi apna ghar jankar
    Apne ghar ko na jana buri bat hai
    Bakre wala ye baba hidayat kare

    Hai konsa daman jo dagdar nahi
    Hai konsa daman jo dagdar nahi
    Hai kaun jispe koi bhi nasha sawar nahi
    Hai kaun jispe koi bhi nasha sawar nahi
    Das ki misri waste thoda sa lijiye

    Thoda lete ho lo taurbe ke liye
    Thoda lete ho lo taurbe ke liye
    Warna pina pilana buri bat hai
    Bakre wala ye baba hidayat kare

    Goli par goli bnasha ban gayi
    Jo li dusri to maja ban gayi
    Jo li tisri to saja ban gayi
    Ye goli pe goli kaza ban gayi
    Ye goli pe goli kaza ban gayi
    Ye goli pe goli kaza ban gayi
    Ye goli pe goli kaza ban gayi

    Maut ke hath me saup kar jindagi
    Maut ke hath me saup kar jindagi
    Jindagi ka manana buri bat hai
    Bakre wala ye baba hidayat kare

    Abhi umar hai kam masum hai ye
    Itna na pila ke ye aa na sake
    Aa jaye to inko aise fasa
    Kahi dur na ye ja sake

    Bakre wala ye baba hidayat kare
    Jhadu khane me aana buri bat hai
    Buri bat hai
    Aa gaye to baitho ghadi do ghadi
    Aake yu laut jana buri bat hai
    Bakre wala ye baba hidayat kare

    Ye to meri nasihat thi
    Or agar tum log nah imanoge
    To phir mera dawa suno
    Bakre wale baba ka dawa suno
    Gaur se suno
    Kabhi tumko rakhunga makhi bnanakar
    Kabhi udaunga machhar banakar
    Yahi par gutar gu karoge

    Rakhunga mai tumko kabutar banakar
    Ye hai mere dawa ho mere dawa
    Bakre wala baba ho tera dawa
    Ye hai mere dawa ho mere dawa
    Bakre wala baba ho tera dawa

    Are achhe khase ko bimar kar du
    Tujhe jindagi bhar ko bekar kar du
    Are bujurgo ne jo jindagi ki dua di
    Wo rah jayegi dhari ki dhari
    Ye hai mere dawa ho mere dawa
    Bakre wala baba ho tera dawa
    Ye hai mere dawa ho mere dawa
    Bakre wala baba ho tera dawa

    Baitha rahega jaise ullu ho kath ka
    Aye ga mere ghar ka rahega na ghat ka
    Ye hai mere dawa ho mere dawa
    Bakre wala baba ho tera dawa
    Ye hai mere dawa ho mere dawa
    Bakre wala baba ho tera dawa

    Mod kar muh jamane ki raftar se
    Are jindagiaa mere sath chhod de
    Tujhko itna jahrila bana dunga mai
    Saap ko kat le saap dum tod de....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bakrewale Ye Baba mp3 song, Bakrewale Ye Baba lyrics, Bakrewale Ye Baba Lyrics, Lyrics Bakrewale Ye Baba, Bakrewale Ye Baba hindi lyrics, Bakrewale Ye Baba hindi movie songs, Bakrewale Ye Baba bollywood songs, Bakrewale Ye Baba bollywood songs lyrics Download Bakrewale Ye Baba mp3 song