BollywoodTarane

    Download Bahut Yaad Aata Hai song

    Teesra Kinara 1985

    Free Bahut Yaad Aata Hai mp3 song

    We presents for now Bahut Yaad Aata Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bahut Yaad Aata Hai
    Artist : SHABBIR KUMAR
    Save As
    Bahut Yaad Aata Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Bahut Yaad Aata Hai
    Song Lyrics Movie = Teesra Kinara (1985)
    Singers = Shabbir Kumar
    Song Lyricists = Anjaan
    Music Composer = Jagdish Khanna, Uttam Singh
    Director = Krishnakant
    Music Label = Saregama
    Starring = Raj Babbar, Smita Patil, Anita Raj
    Release on = 8th August, 1986


    mp3 songs



    Safar ye sanso ka tanha gujar gaya hota
    Na jane kis kadam pe dum taher gaya hota
    Agar milta na sahara kisi ki chahat ka
    Mai na jane kab ka tutkar bikhar gaya hota

    Har subha bahot yaad aata hai
    Har sham bahot yaad aata hai
    Koi naam, koi naam, koi naam
    Bahot yaad aata hai
    Har subha bahot yaad aata hai
    Har sham bahot yaad aata hai
    Koi naam, koi naam, koi naam
    Bahot yaad aata hai

    Mere sabhi tarane meri sari shayari
    Mere sabhi tarane meri sari shayari
    Mere pas hai amante ye uske pyar ki
    Wo yaar jisne meri kismat savar di
    Wohi naam, wohi naam, wohi naam
    Bahot yaad aata hai
    Har subha bahot yaad aata hai
    Har sham bahot yaad aata hai
    Koi naam, koi naam, koi naam
    Bahot yaad aata hai

    Sanso ke sath meri din rat wo chale
    Sanso ke sath meri din rat wo chale
    Jab tak kahi na mujhko uski jhalak mile
    Meri subha na aaye meri sham na dhale
    Wohi naam, wohi naam, wohi naam
    Bahot yaad aata hai
    Har subha bahot yaad aata hai
    Har sham bahot yaad aata hai
    Koi naam, koi naam, koi naam
    Bahot yaad aata hai
    Har subha bahot yaad aata hai
    Har sham bahot yaad aata hai
    Har subha bahot yaad aata hai
    Har sham bahot yaad aata hai
    Har subha bahot yaad aata hai
    Har sham bahot yaad aata hai
    Har subha...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bahut Yaad Aata Hai mp3 song, Bahut Yaad Aata Hai lyrics, Bahut Yaad Aata Hai Lyrics, Lyrics Bahut Yaad Aata Hai, Bahut Yaad Aata Hai hindi lyrics, Bahut Yaad Aata Hai hindi movie songs, Bahut Yaad Aata Hai bollywood songs, Bahut Yaad Aata Hai bollywood songs lyrics Download Bahut Yaad Aata Hai mp3 song