BollywoodTarane

    Download Badnaam ho gaye song

    Aan baan 1972

    Free Badnaam ho gaye mp3 song

    We presents for now Badnaam ho gaye mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Badnaam ho gaye
    Artist : XYZ
    Save As
    Badnaam ho gaye Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Badnaam ho gaye
    Song Lyrics Movie : Aan baan 1972
    Singer: Asha Bhosle
    Music By: Shankar-Jaikishan
    Lyricist(s): Hasrat Jaipuri

    mp3 songs


    Aap bahot der se aaye raaja bahaddur, abb main dukaan band kar chuki hu
    Hum kisi dukaan par nahi aaye dulhaari, tumhaare ghar aaye hai
    Humein baithane ke liye nahi puchhogi, ji aayiye tashrif rakhiye
    Tum bhi baitho hamaare paas
    Jis dulhaari ko aap bula rahe hai
    Woh toh kab ki mar chuki hai raaja bahaadur
    Aur jo aapke saamane hai woh toh ik chita hai
    Jo abb tak jal rahi hai, sulag rahi hai
    Kehate hai chita ko chhedana paap hota hai
    Khair aap yeh bataayiye kya sunenge
    Aaj tum jo sunaaogi hum sunenge
    Toh phir aap biti suniye, meri kahaani, meri jabaani
    Badnaam ho gaya dil ha ha ha ha
    (Badnaam ho gaya dil, bas aapki badaulat
    Hamne sajaayi mehfil, bas aapki badaulat) - (2)
    Badnaam ho gaya dil...

    Humse waha jo karte, hum kyun yaha pe aate - (2)
    Hum bhich phul ghar ke ghar mein hi muskuraate
    Paayi hai kaisi manjil, bas aapki badaulat
    Badnaam ho gaya dil, bas aapki badaulat
    Hamne sajaayi mehfil, bas aapki badaulat
    Badnaam ho gaya dil...

    Hasti mitaayi hamne, lekin na aap maane - (2)
    Aurat ka pyaar kya hai, sarkaar yeh na jaane
    Saara ?? bismil, bas aapki badaulat
    Badnaam ho gaya dil, bas aapki badaulat
    Hamne sajaayi mehfil, bas aapki badaulat
    Badnaam ho gaya dil...

    Has haske jal rahe hai, hum apani chaandani mein - (2)
    Humne sukun na paaya, do din ki jindagi mein
    Barbaadiya hai shaamil, bas aapki badaulat
    Badnaam ho gaya dil, bas aapki badaulat
    Hamne sajaayi mehfil, bas aapki badaulat
    Badnaam ho gaya dil...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Badnaam ho gaye mp3 song, Badnaam ho gaye lyrics, Badnaam ho gaye Lyrics, Lyrics Badnaam ho gaye, Badnaam ho gaye hindi lyrics, Badnaam ho gaye hindi movie songs, Badnaam ho gaye bollywood songs, Badnaam ho gaye bollywood songs lyrics Download Badnaam ho gaye mp3 song