BollywoodTarane

    Download Badi Mushkil Se Aaye Ho song

    Albela 1987

    Free Badi Mushkil Se Aaye Ho mp3 song

    We presents for now Badi Mushkil Se Aaye Ho mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Badi Mushkil Se Aaye Ho
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Badi Mushkil Se Aaye Ho Song Lyrics
    Song Title = Badi Mushkil Se Aaye Ho
    Movie/album = Albela (1987)
    Singers = Asha Bhosle
    Song Lyricists = Anjaan
    Music Composer = Bappi Lahiri
    Music Label = Saregama

    Mp3 Song Lyrics

    Badi mushkil se
    Badi mushkil se aaye ho haath o more saiyyaan
    Ho badi mushkil se aaye ho haath o more saiyyaan
    Aaj sone na dungi saari raat o more saiyyaan
    Aaj sone na dungi saari raat o more saiyyaan
    Badi mushkil se aaye ho haath o more saiyyaan

    Dil se dil ka rishta joda karke mithi baat re
    Chahera kitna bhola bhaala mann me kaise gaat re
    Kaise farebi balmaa ko dil baithi nadaani mein
    Kiya dhoka haay re
    Kiya dhoka ye kyun mere saath o more saiyaan
    Aaj sone na dungi saari raat o more saiyyaan
    Ho badi mushkil se aaye ho haath o more saiyyaan

    More jeeya mein aag laga ke chhoda mera desh re
    Mujhko duniyaa haan taane maare laage dil pe thes re
    Mitt gayi mar gayi jal gayi zulmi main bhari jawaani mein
    Badi zaalim hai haaye re
    Badi zaalim hai mardan ki jaat o more saiyyaan
    Aaj sone na dungi saari raat o more saiyyaan
    Ho badi mushkil se aaye ho haath o more saiyyaan

    Ghar kaise jaayega tu dil ye mera tod ke
    Pichha tera chhodungi naa tujhse rishta jod ke
    Main bhi dekhungi kitna dam hai re teri baimaani mein
    Kaise badlegi haaye re
    Kaise bablegi kismat ki baat o more saiyaan
    Aaj sone na dungi saari raat o more saiyyaan
    Ho badi mushkil se aaye ho haath o more saiyyaan.

    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Badi Mushkil Se Aaye Ho mp3 song, Badi Mushkil Se Aaye Ho lyrics, Badi Mushkil Se Aaye Ho Lyrics, Lyrics Badi Mushkil Se Aaye Ho, Badi Mushkil Se Aaye Ho hindi lyrics, Badi Mushkil Se Aaye Ho hindi movie songs, Badi Mushkil Se Aaye Ho bollywood songs, Badi Mushkil Se Aaye Ho bollywood songs lyrics Download Badi Mushkil Se Aaye Ho mp3 song