BollywoodTarane

    Download Bade kaam ka badar song

    Aankhen 1993

    Free Bade kaam ka badar mp3 song

    We presents for now Bade kaam ka badar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bade kaam ka badar
    Artist : Kumar Sanu
    Save As
    Bade kaam ka badar Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Bade Kaam Ka Badar
    Song Lyrics Movie/Album Name: AANKHEN (1993)
    Singer(s) : CHUNKY PANDE, GOVINDA, KUMAR SANU

     Lyrics
    meharbaan kadardaan sahibaan
    jo log chori karte hain seena jori karte hain
    topi pehan ke dhoka dete hain aur paisa lekar jaan lete hain
    unse toh bhala mera bandar hain jo apna aur apne ustaadon ka pet bharta hain
    aur chain ki zindahi basar karta hain
    toh bachha log bajaaon mere bandar ke naam pe taali

    bade kaam ka bandar - 2
    maare toh dharmindar
    hey naache toh jitendar
    roye toh rajendar
    gaur se dekho har hero ki khubi iske andar
    jo de uska bhi bhala jo na de uska bhi bhala - 4
    bade kaam ka bandar - 2
    maare toh dharmindar
    hey naache toh jitendar
    roye toh rajendar
    gaur se dekho har hero ki khubi iske andar

    taaiz bandar ke saat baal ka taaiz
    ek baal seer ka, ek eyebrow ka, ek moochh ka, ek daadi ka, ek chhati ka, ek pet ka, ek gate ka
    baaki idhar udhar ka hai
    magar bunnu
    munnu
    public ke dil mein sawal aata hain
    kya aata hain
    yeh taawiz kis kis kaam aata hain
    abhi batata hain
    jo ladki se sharmata hain shaadi se ghabrata hain
    joru se saamne aate hi sar jiska jhuk jaata hain
    mera yeh taawiz jawaan mard ban jaata hain
    bhook yeh jagata hain, neend yeh badhata hain
    naukri dilata hain, lottery lagata hain
    achhe numbaro se bachha paas ho jaata hain
    aata hai kitne kaam ek rupaya hain daam
    woh bhi mehangai badh jaane ki wajah se warna
    aathana tha na munnu
    jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala - 4
    bade kaam ka bandar - 2
    maare toh dharmindar
    hey naache toh jitendar
    roye toh rajendar
    gaur se dekho har hero ki khubi iske andar

    bunnu
    munnu
    humne duniya ko taawiz diya
    magar bandar ne hamare liye kya kiya
    kya kiya
    baap ne hume ghar se nikala nikala
    band kiya kismat ka tala tala
    chhin liya muh se niwala niwala
    banke baap bandar ne pala pala
    ab bolo bachho bandar achha ke baap achha
    bandar
    laut chalo ghar laadlo - 2 binti meri maan lo
    tum hi meri aankhon ke taare
    tum hi ho jeene ke sahare
    haal-e-dil mera jaan lo
    laut chalo ghar laadlo - 2

    ghar ki khidkiyaan tumhe pukare
    dhundh rahi tumko deewaren
    kaha gayi mere ghar ki bahaaren
    izzat na neelam karo
    laut chalo ghar laadlo - 2

    toda nahi tala hain daka nahi dala hain
    chori nahi ki hain mehnat se kamaya hain
    dhanda yeh jamaya hain mushkil se kutch paya hain
    haai haai ... munnu jara dhund toh re surr kaunsa tha re
    haa
    jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala - 2
    baapu tere pyar se bhar aaya mera bhi gala - 2
    accha hain je maan gaye warn toh cut jaata gala - 2
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bade kaam ka badar mp3 song, Bade kaam ka badar lyrics, Bade kaam ka badar Lyrics, Lyrics Bade kaam ka badar, Bade kaam ka badar hindi lyrics, Bade kaam ka badar hindi movie songs, Bade kaam ka badar bollywood songs, Bade kaam ka badar bollywood songs lyrics Download Bade kaam ka badar mp3 song