BollywoodTarane

    Download Bade Akshar Mein song

    Babloo Happy Hai 2013

    Free Bade Akshar Mein mp3 song

    We presents for now Bade Akshar Mein mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bade Akshar Mein
    Artist : XYZ
    Save As
    Bade Akshar Mein Song Lyrics
    Song lyrics title : Bade Akshar Mein
    Song lyrics movie : Babloo Happy Hai 2013
    Singer : Bishakh Jyoti, Smriti Mishra
    Music : Bishakh-Kanish
    Lyrics : Protique Mojoomdar






    new song lyrics

    Bade bade akshar mein hai
    Likha har patthar pe hai
    Manzil hai kitni door
    Kitni door zyada ya kam
    Beech zindagi ke hum
    Ginti gaye hain bhool

    Bade bade akshar mein hai
    Likha har patthar pe hai
    Manzil hai kitni door
    Kitni door zyada ya kam
    Beech zindagi ke hum
    Ginti gaye hain bhool

    Gin gin ke din guzaare nahi
    Raftaar thodi badha le kahin
    Din dugni raat chauguni
    Bade bade akshar mein hai
    Likha har patthar pe hai
    Manzil hai kitni door
    Kitni door zyada ya kam
    Beech zindagi ke hum
    Ginti gaye hain bhool

    Andhe tthe kal ye, raste tedhe tthe
    Aaj ujaalon ke lambe ghere hain
    Andhe tthe kal ye, raste tedhe tthe
    Aaj ujaalon ke lambe ghere hain
    Tasveeren jo thi deewar pe kal
    Dil me utaar aur sath le chal
    Aankhon ke parde pe khinchne lagi
    Tasveeren kitni nai nai
    Din dugni raat chauguni
    Bade bade akshar mein hai
    Likha har patthar pe hai
    Manzil hai kitni door
    Kitni door zyada ya kam
    Beech zindagi ke hum
    Ginti gaye hain bhool

    Do chaar din hi hain milne waale hain
    Haath badha inse mil le gale
    Do chaar din hi hain milne waale hain
    Haath badha inse mil le gale
    Kandhe pe yaaron ke baazu rahe
    Aankhon me door aarzoo rahe
    Gin gin ke taaron se neend chura le
    Aur yaadon ki goliyan zyada le le
    Din dugni raat chauguni
    Kitni door zyada ya kam
    Beech zindagi ke hum
    Ginti gaye hain bhool
    Bade bade akshar mein hai
    Likha har patthar pe hai
    Manzil hai kitni door   

    Ghante na mile to lamhe chun le
    Ghoom ke aate rahenge chun le
    Ghante na mile to lamhe chun le
    Ghoom ke aate rahenge chun le
    Har mod pe koi ghadi khadi hai
    Jud jaaye jab wahi sahi ghadi hai
    Gin gin ke jodoge jo tum inhein
    Ghat jaayenge ye saare lamhe
    Din dugne raat chauguni
    Bade bade akshar mein hai
    Likha har patthar pe hai
    Manzil hai kitni door
    Kitni door zyada ya kam
    Beech zindagi ke hum
    Ginti gaye hain bhool

    Gin gin ke din guzaare nahi
    Raftaar thodi badha le kahin
    Din dugni raat chauguni
    Bade bade akshar mein hai
    Likha har patthar pe hai
    Manzil hai kitni door
    Kitni door zyada ya kam
    Beech zindagi ke hum
    Ginti gaye hain bhool

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bade Akshar Mein mp3 song, Bade Akshar Mein lyrics, Bade Akshar Mein Lyrics, Lyrics Bade Akshar Mein, Bade Akshar Mein hindi lyrics, Bade Akshar Mein hindi movie songs, Bade Akshar Mein bollywood songs, Bade Akshar Mein bollywood songs lyrics Download Bade Akshar Mein mp3 song