BollywoodTarane

    Download Bach Gaye Bach Gaye song

    Chacha Zindabad 1959

    Free Bach Gaye Bach Gaye mp3 song

    We presents for now Bach Gaye Bach Gaye mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Bach Gaye Bach Gaye
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Bach Gaye Bach Gaye Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Bach Gaye Bach Gaye
    Song Lyrics Movie : Chacha zindabad
    Singer:Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
    Music By:Madan Mohan
    Lyricist:Rajinder Krishan

    mp3 songs

    ho
    haa haa
    aaa
    haha ha
    ae bach gaye
    haan bach gaye
    ham dono fanste fanste
    ham bhi chale aur tum bhi chalo ab apne apne raste
    tera mera chacha zindabaad
    tera mera chacha zindabaad
    bach gaye
    haan bach gaye
    ham dono fanste fanste
    ham bhi chale aur tum bhi chalo ab apne apne raste
    tera mera chacha zindabaad
    tera mera chacha zindabaad
    bach gaye

    main gawalan prem nagar ki
    preet hai meri pooja
    main gawalan prem nagar ki
    preet hai meri pooja
    main nahin hoon tera kanhaiya
    dhoondh le koyi dooja
    dhoondh le koyi dooja
    arre tarbooja kharbooja
    jiski karti rahna pooja
    teri jaisi to hamko nahin jaante
    teri jaisi to sanu nayon chalti
    bach gaye
    haan bach gaye
    ham dono fanste fanste
    ham bhi chale aur tum bhi chalo ab apne apne raste
    tera mera chacha zindabaad
    tera mera chacha zindabaad
    he bach gaye

    mera raag yaman kalyan
    aur meri videshi taan taan taan
    mera raag yaman kalyan
    o dar taani tade de de taana derena
    o dar taani tade de de taana derena
    dir dir taani dir taani ta derena
    dir dir taani dir taani ta derena
    o dar taani ta da pa o dar taani
    ae
    ri pa pa pa hiba
    o hoba baba hoba
    ri pa pa pa hiba
    o hoba baba hoba
    chocolate main khata hoon
    aur tu khaati hai paan
    fans jaati jo kahin supaari
    nikal hi jaati jaan
    jo na katta apna patta
    kahan se laata choona katta
    baitha rahta tod ke apna mattha
    choona patta
    chalo choote bhi iss janjaal se
    chalo choote bhi iss janjaal se
    he bach gaye
    haan bach gaye
    ham dono fanste fanste
    ham bhi chale aur tum bhi chalo ab apne apne raste
    tera mera chacha zindabaad
    tera mera chacha zindabaad
    he bach gaye

    aa gaya ji ab do rasta ghadi bichadne ki aayi
    aa gaya ji ab do rasta ghadi bichadne ki aayi
    tum udhar khush ham idhar khush
    acha ji acha goodbye
    wish me goodluck
    ram bhali kare
    thankyou very much
    teri bhi sooni bhare

    kabhi hamaare ghar bhi aana
    saath me apne unko laana
    apne bacchon ko bhi laana
    chaay waay peekar jaana
    soda hai lemon hai daal hai chooda hai
    poori hai bhajiya hai garma garam bhajiya hai
    badhiya khaale karaari gazak
    raama badhiya khaale karaari
    bas bas
    apne bacchon ko bhi laana
    chaay waay peekar jaana
    kabhi hafte maheene yaa saal se
    kabhi hafte maheene yaa saal se
    he bach gaye
    haan bach gaye
    ham dono fanste fanste
    ham bhi chale aur tum bhi chalo ab apne apne raste
    tera mera chacha zindabaad
    tera mera chacha zindabaad
    bach gaye
    ho haa haa haa ho



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Bach Gaye Bach Gaye mp3 song, Bach Gaye Bach Gaye lyrics, Bach Gaye Bach Gaye Lyrics, Lyrics Bach Gaye Bach Gaye, Bach Gaye Bach Gaye hindi lyrics, Bach Gaye Bach Gaye hindi movie songs, Bach Gaye Bach Gaye bollywood songs, Bach Gaye Bach Gaye bollywood songs lyrics Download Bach Gaye Bach Gaye mp3 song