BollywoodTarane

    Download Baatein Hawa Hai Saari song

    Cheeni Kum 2007

    Free Baatein Hawa Hai Saari mp3 song

    We presents for now Baatein Hawa Hai Saari mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Baatein Hawa Hai Saari
    Artist : Amitabh Bachchan
    Save As
    Baatein Hawa Hai Saari Song Lyrics
     Song Lyrics Name:  Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari
    Song Lyrics Album Name:  Cheeni Kum
    Singer Names: Amitabh Bachchan,Shreya Ghoshal,
    Lyricist Name:
    Music Director:
    Lyrics

    impress karne ke liye to log do sau rupai ke phool kharid lete hai
    par yeh do ghante mein mar jaate hai
    pata nahi kya impress karna chaahate hai log phool de kar ke
    (baatein hawa hai saari, saari ki saari
    kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....) - 2
    rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
    kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
    kehna jo chaahe, kyun keh na paaye
    aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole
    baatein hawa hai saari, saari ki saari
    kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
    rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
    kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

    impress karne ke liye mein aapko royal albert hall ka music sunaane le ja sakta tha
    lekin agar app music sunte sunte emotional ho gayi
    toh logo ko lagega maine app ko rula diya
    (dekho na dekho na lagta ajooba hai
    yeh khud hi jaane kya isaka mansooba hai) - 2
    6 foot ki deewaar pe kyun, kyun dil ki khidki nahi
    yeh dil ki baaton ko bhi jaanega nahin nahin
    pallle pada hai kyun mere hi tauba
    apani hi kehta hai, apani hi sunta hai, dekho na
    baatein hawa hai saari, saari ki saari
    kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
    rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
    kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

    yeh sunset ka light, moonlight ka concept bhi use kiya ja sakata hai impress karne ke liye
    na to apako mera chehra dikhega, na hi khaana
    (seedhe raste kabhi yeh na chalne waala
    rab ne ise tedhe sache mein hai dhaala) - 2
    bande ko zoo mein rakho, khulla na iss chhodo
    khulla jo chhoda toh, rabba mere jaane kya ho
    impress karne ke liye 25 lakh ka haar bhi de sakta tha
    lekin bina price tag ke apako lagega 25 rupay ka hai
    aur price tag ke saath de nahi sakta
    rehta hai jaane kaun se jahaan mein
    dekha na jaana na maine toh aisa yahaan koyi
    baatein hawa hai saari, saari ki saari
    kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
    rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
    kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

    haan agar aap mujhe impress karna chaahati hai toh, just me remember
    maria sharapova, anna kournikova, uh! what legs
    kehna jo chaahe, kyun keh na paaye
    aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole
    baatein hawa hai saari, saari ki saari
    kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
    rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
    kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Baatein Hawa Hai Saari mp3 song, Baatein Hawa Hai Saari lyrics, Baatein Hawa Hai Saari Lyrics, Lyrics Baatein Hawa Hai Saari, Baatein Hawa Hai Saari hindi lyrics, Baatein Hawa Hai Saari hindi movie songs, Baatein Hawa Hai Saari bollywood songs, Baatein Hawa Hai Saari bollywood songs lyrics Download Baatein Hawa Hai Saari mp3 song