BollywoodTarane

    Download Aya Dullah Aaya song

    Indian Babu 2003

    Free Aya Dullah Aaya mp3 song

    We presents for now Aya Dullah Aaya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aya Dullah Aaya
    Artist : Kumar Sanu
    Save As
    Aya Dullah Aaya Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Aya Dullah Aaya
    Movie/Album = Indian Babu (2003)
    Singer = Neerja Pandit, Sarika Kapoor, Kumar Sanu
    Music Director = Nadeem Shravan
    Lyricist = Sameer

    Mp3 Song Lyrics

    ((aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya
    aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya
    are aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya
    aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya
    shahzadi ko lene aaya palle nahi kiraya...

    hoye aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
    aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
    aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
    hoye aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
    raja bhoj ko kismat gangu teli ke gahr layi
    aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
    aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai...

    baap dekho ladke ka aaha baap dekho
    ladke ka jaise papon ki tasveer
    ye putla lalch ka oho ye putla
    lalach ka jise duniya kahe fakeer
    hazaro jatan kiye par na jagi takdeer...

    ke nana ladki ka aha ke nana
    ladki ka hai cheez badi anmol
    saja gayi chehre ko ohho saja gayi
    chehre ko chehere ko ek tedi ankh ek gol
    khilona japani kad chota unche bol
    dozakh me jayegi jisne ye rishta karvaya
    aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya
    aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya...
     
    ye rishta na karna aaha ye rishta
    na karna hum samjhate the log
    ke oche logo se ohho ke oche logo
    se mat jodo ye sanjog
    likha kismat me hume lag jae ye rog...

    ye khel mukaddar ka aaha ye khel
    mukaddar ka jo ban gayi tumse baat
    garibo ke ghar me ohho garibo ke
    ghar me hum le aaye barat
    bada ehsaan kiya tumne in teeno ke saath
    mat bhulo humne ye rishta baar baar thukraya...

    aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
    hoye aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
    raja bhoj ko kismat gangu teli ke gahr layi
    aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
    aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
    aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aya Dullah Aaya mp3 song, Aya Dullah Aaya lyrics, Aya Dullah Aaya Lyrics, Lyrics Aya Dullah Aaya, Aya Dullah Aaya hindi lyrics, Aya Dullah Aaya hindi movie songs, Aya Dullah Aaya bollywood songs, Aya Dullah Aaya bollywood songs lyrics Download Aya Dullah Aaya mp3 song