BollywoodTarane

    Download Aise Vaise Thikane Pe song

    Sadhna 1958

    Free Aise Vaise Thikane Pe mp3 song

    We presents for now Aise Vaise Thikane Pe mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aise Vaise Thikane Pe
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Aise Vaise Thikane Pe Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Aise Vaise Thikane Pe
    Song Lyrics Movie : Sadhna (1958)
    Singers : Lata Mangeshkar
    Song Lyricists : Sahir Ludhianvi
    Music Composer : Datta Naik
    Music Director : Datta Naik
    Director : B.R. Chopra
    Music Label : Saregama
    Starring : Vyjayanthimala, Sunil Dutt, Leela Chitnis

    mp3 songs

        Jo hum me hai vo matvali ada
        Sab me nahi hoti
        Mohabbat sab me hoti hai
        Wafa sab me nahi hoti
        Aise vaise thikano pe jana bura hai
        Aise vaise thikano pe jana bura hai
        Bach ke rahna meri jaan jamana bura hai
        Bach ke rahna meri jaan jamana bura hai
        Dil lagana bura hai
        Aise vaise thikano pe jana bura hai

        Julf lahraye to janjir bhi ban jati hai
        Aankh sarmaye to ek tir bhi ban jati hai
        Dil lubhane ko jo dildar bana karte hai
        Dil chura kar vahi talvar bana karte hai
        Ye vo mehfil hai jaha
        Pyar bhi lut jata hai
        Ye vo mehfil hai jaha
        Pyar bhi lut jata hai
        Dil to kya chiz hai
        Ghar bar bhi lut jata hai
        Dil to kya chiz hai
        Ghar bar bhi lut jata hai
        Isliye to kahte hai
        Aise vaise thikano pe jana bura hai
        Aise vaise thikano pe jana bura hai
        Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
        Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
        Dil lagana bura hai
        Aise vaise thikano pe jana bura hai

        Takke hanste hai to mastana bana dete hai
        Hans ke tak te hai diwana bana dete hai
        Koi nagame me koi aadami kho jata hai
        Inse jo bachta hai
        Vo naaz me kho jata hai
        Yu to gardan se lipat jati hai bahe inki
        Yu to gardan se lipat jati hai bahe inki
        Dil nahi jeb pe hoti hai nigahe inki
        Dil nahi jeb pe hoti hai nigahe inki
        Aise vaise thikano pe jana bura hai
        Aise vaise thikano pe jana bura hai
        Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
        Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
        Dil lagana bura hai
        Aise vaise thikano pe jana bura hai

        Hum sitam dhate hai
        Bedag kiya karte hai
        Dil liya karte hai
        Or dard diya karte hai
        Dard lena ho to mehfil meri aabad karo
        Varna jao ji kisi or ka ghar yaad karo

        Aaj jaoge to kal lot ke fir aaoge
        Aaj jaoge to kal lot ke fir aaoge
        Hum sa masuk na duniya me kahi paoge
        Hum sa masuk na duniya me kahi paoge
        Isliye to kahti hu
        Aise vaise thikano pe jana bura hai
        Aise vaise thikano pe jana bura hai
        Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
        Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
        Dil lagana bura hai
        Aise vaise thikano pe jana bura hai.

    Posted by : {Anju}






    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aise Vaise Thikane Pe mp3 song, Aise Vaise Thikane Pe lyrics, Aise Vaise Thikane Pe Lyrics, Lyrics Aise Vaise Thikane Pe, Aise Vaise Thikane Pe hindi lyrics, Aise Vaise Thikane Pe hindi movie songs, Aise Vaise Thikane Pe bollywood songs, Aise Vaise Thikane Pe bollywood songs lyrics Download Aise Vaise Thikane Pe mp3 song