BollywoodTarane

    Download Aisa Kyun Hota Hai song

    Dharam Aur Qanoon 1984

    Free Aisa Kyun Hota Hai mp3 song

    We presents for now Aisa Kyun Hota Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aisa Kyun Hota Hai
    Artist : Bhupinder Singh
    Save As
    Aisa Kyun Hota Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Aisa Kyun Hota Hai
    Song Lyrics Movie = Dharam Aur Qanoon (1984)
    Singers = Bhupinder Singh
    Song Lyricists = Anjaan
    Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
    Director = Joshiy
    Music Label = Saregama
    Starring = Rajesh Khanna, Dharmendra, Asha Parekh, Vinod Mehra etc.
    Release on = 10th August, 1984

    mp3 songs

    Vidhi ke vidhan se dharm bana
    Insaano ne kanoon racha
    Inke hote bhi dharti par
    Anyay se aankhir kaun bacha
    Yeh jeevan hai kurukshetra yaha
    Anyay yeh jab jab hota hai
    Tab dharm kahan kho jata hai
    Kanoon kahan tab sota hai

    Aisa kyon hota hai aakhir
    Aisa kyon hota hai
    Yeh baat koi to batalaye
    Yeh raaz koi to samajhaye
    Aisa kyon hota hai aakhir
    Aisa kyon hota hai

    Aparadh yaha koi aur kare
    Kisi aur ke sar ilzaam lage
    Yeh aag lagaye aur koi
    Iss aag mein koi aur jale
    Sach ka na sabut mile koi
    Sach ka na sabut mile koi
    Insaaf pe koi bas na chale
    Bas na chale
    Aisa kyon hota hai aakhir
    Aisa kyon hota hai

    Sapno ka marmari taaj mahal
    Sapno ka marmari taaj mahal
    Ek thokar mein geer jata hai
    Do aankhon se aansu ban kar
    Jeevan ka pyar beh jata hai
    Kaise koi dil patthar ban kar
    Kaise koi dil patthar ban kar
    Yeh zulmo sitam seh jata hai
    Seh jata hai
    Aisa kyon hota hai aakhir
    Aisa kyon hota hai

    Do pyar bhari ruho mein kaun
    Nafarat ka zaher bhar jata hai
    Pal bhar na bichad ne walo ko
    Pal bhar mein juda kar jata hai
    Wo pyar kaha kho jata hai
    Wo pyar kaha kho jata hai
    Vishvash kaha mar jata hai
    Mar jata hai
    Aisa kyon hota hai aakhir
    Aisa kyon hota hai
    Yeh baat koi to batalaye
    Yeh raaz koi to samajhaye
    Aisa kyon hota hai aakhir
    Aisa kyon hota hai.


    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aisa Kyun Hota Hai mp3 song, Aisa Kyun Hota Hai lyrics, Aisa Kyun Hota Hai Lyrics, Lyrics Aisa Kyun Hota Hai, Aisa Kyun Hota Hai hindi lyrics, Aisa Kyun Hota Hai hindi movie songs, Aisa Kyun Hota Hai bollywood songs, Aisa Kyun Hota Hai bollywood songs lyrics Download Aisa Kyun Hota Hai mp3 song