BollywoodTarane

    Download Achchha Hua Tum Mil Gaye song

    Meri Aawaz Suno 1981

    Free Achchha Hua Tum Mil Gaye mp3 song

    We presents for now Achchha Hua Tum Mil Gaye mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Achchha Hua Tum Mil Gaye
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Achchha Hua Tum Mil Gaye Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Achchha Hua Tum Mil Gaye
    Song Lyrics Movie = Meri Aawaz Suno (1981)
    Singers = Asha Bhosle
    Song Lyricists = Anand Bakshi
    Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
    Director = S.V. Rajendra Singh
    Music Label = Saregama
    Starring = Jeetendra, Hema Malini, Urmila
    Bhatt, Rajan Haksar, Pinchoo Kapoor, Raj
    Mehra, Om Shiv Puri, Kader Khan,
     Parveen Babi
    Release on = 23rd November, 1981


    mp3 songs


    (( Achchha hua tum mil gaye
     Achchha hua tum mil gaye
     Yado ke phul khil gaye
     Khil gaye, khil gaye
     Achchha hua tum mil gaye
     Yado ke phul khil gaye
     Warna tumse milne ka arman rah jata
     Warna tumse milne ka arman rah jata
     Tadap ke sine main
     Ye dil nadan rah jata
     Zakhme jigar chhil gaye
     Chhil gaye chhil gaye
     Achchha hua tum mil gaye
     Yado ke phul khil gaye

     Na meri doli nikli
     Na baje shehnayi
     Na meri doli nikli
     Na baje shehnayi
     Meri kismat mein likhi thi
     Kuchh aisi ruswayi
     Dono jaha hil gaye
     Hil gaye hil gaye
     Achchha hua tum mil gaye
     Yado ke phul khil gaye

     Mujhko yaad bahut aayi
     Apno ki gairo me
     O mujhko yaad bahut aayi
     Apno ki gairo me
     Naste nachete sale
     Pad gaye mere pairo mein
     Phulo se paanv sil gaye
     Sil gaye sil gaye
     Achchha hua tum mil gaye
     Yado ke phul khil gaye

     Na mera koi rasta
     Na koi manjil hai
     Kaha suna maf mera
     Phir milna mushkil hai
     Kaha suna maf mera
     Phir milna mushkil hai
     Milna tha aaj mil gaye
     Mil gaye mil gaye
     Achchha hua tum mil gaye
     Yado ke phul khil gaye
     Khil gaye, khil gaye
     Achchha hua tum mil gaye
     Yado ke phul khil gaye...))


    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Achchha Hua Tum Mil Gaye mp3 song, Achchha Hua Tum Mil Gaye lyrics, Achchha Hua Tum Mil Gaye Lyrics, Lyrics Achchha Hua Tum Mil Gaye, Achchha Hua Tum Mil Gaye hindi lyrics, Achchha Hua Tum Mil Gaye hindi movie songs, Achchha Hua Tum Mil Gaye bollywood songs, Achchha Hua Tum Mil Gaye bollywood songs lyrics Download Achchha Hua Tum Mil Gaye mp3 song