BollywoodTarane

    Download Aaye Khuda Dard Ye Gum song

    Tum Hi Toh Ho 2011

    Free Aaye Khuda Dard Ye Gum mp3 song

    We presents for now Aaye Khuda Dard Ye Gum mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aaye Khuda Dard Ye Gum
    Artist : Kunal Ganjawala
    Save As
    Aaye Khuda Dard Ye Gum Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Aaye Khuda Dard Ye Gum
    Song Lyrics Movie : Tum Hi To Ho (2011)
    Singers : Kunal & Gayatri Ganjawala

    mp3 songs

    Aey Khuda, Dard-o-gham Ka Silsila
    Aaj Isi Dam Torr De
    Zindagi, Lamha Lamha Mat Jala
    Mera Daaman Chod De
    Saans Lena Lage Ab Saza
    Kya Karunga Main Jee Ke, Bata
    Kya Karunga Main Jee Ke, Bata

    Koi Hum Safar Na Koi Hum-nawa
    Palkon Mein Chubhe Bas Yaadon Ka Dhuwaan
    Koi Hum Safar Na Koi Hum-nawa
    Palkon Mein Chubhe Bas Yaadon Ka Dhuwaan
    Dil Mein Kuch Nahi Zakhmon Ke Siwa
    Nakaam Hogai Har Dawa, Har Dua
    Gham Kiye Hain Khushi Ne Ataa
    Kya Karunga Main Jee Ke, Bata
    Kya Karunga Main Jee Ke, Bata

    Ruk Jaey Saanson Ka Silsila
    Dil Dharakna Chod De
    Pyaar Mera, Jaana Jis Din Tujhe
    Pyaar Karna Chod De
    Main Jiyun Tujh Se Ho Ke Judaa
    Na Dikhaey Yeh Woh Din Khuda
    Na Dikhaey Yeh Woh Din Khuda

    Jab Bhi Tasawwur Tera Hota Hai Mere Pehlu Mein
    Teri Khushbooain Mere Saanson Mein Utar Jaati Hain
    Meri Tanhaiyaan Jab Aati Hain Tere Qareeb
    Khuwaahishain Sabr Ki Sarhad Se Guzar Jaati Hain

    Haan
    Aray Aray Aray    Yeh Kya Kiya Tum Ne?
    Main Yeh Chaahta Hun Ke Yeh Hawaeyn, Yeh Fizaeyn Sab Jaan Le
    Ke Tum Kitni Khub-surat Ho

    Lamha Lamha Tera Ehsaas Mujhe Choota Hai
    Rafta Rafta Main Tere Rang Mein Dhal Jaati Hun
    Main Tujhe Apne Khayaalon Mein Bula Kar Aksar
    Jannaton Se Bhi Kahin Door Nikal Jaati Hun

    Tum Ne Aisa Kiyun Kiya
    Main Chaahti Hun Ke Yeh Hawaeyn, Yeh Fizaeyn Yeh Jaan Le
    Ke Tum Mere Liye Ho    Tum Hi To Ho

    Baanhon Mein Teri Meri Raatain Hon Basar
    Jaagun Har Seher Bas Tujh Ko Dekh Kar
    Baanhon Mein Teri Meri Raatain Hon Basar
    Jaagun Har Seher Bas Tujh Ko Dekh Kar
    Main Tere Ishq Mein Khud Se Hun Bekhabar
    Bin Tere Bin Tere Kuch Na Aey Nazar
    Teri Chaahat Ho Mujh Se Khafa
    Na Dikhaey Yeh Woh Din Khuda
    Na Dikhaey Yeh Woh Din Khuda





    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aaye Khuda Dard Ye Gum mp3 song, Aaye Khuda Dard Ye Gum lyrics, Aaye Khuda Dard Ye Gum Lyrics, Lyrics Aaye Khuda Dard Ye Gum, Aaye Khuda Dard Ye Gum hindi lyrics, Aaye Khuda Dard Ye Gum hindi movie songs, Aaye Khuda Dard Ye Gum bollywood songs, Aaye Khuda Dard Ye Gum bollywood songs lyrics Download Aaye Khuda Dard Ye Gum mp3 song