BollywoodTarane

    Download Aaya Hai Zamana Aurat song

    Laxmi 1957

    Free Aaya Hai Zamana Aurat mp3 song

    We presents for now Aaya Hai Zamana Aurat mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aaya Hai Zamana Aurat
    Artist : XYZ
    Save As
    Aaya Hai Zamana Aurat Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Aaya Hai Zamana Aurat Ka
    Song Lyrics Movie : Laxmi (1957)


    mp3 songs

    aa aa aa
    chaahe samjhe buri koi
    chaahe samjhe achchi
    arre main to tumse wohi kahoonga
    baat jo hogi sachchi
    sun lo afsaana aurat ka ji
    sun lo afsaana aurat ka
    aaya hai zamaana aurat ka re
    aaya hai zamaana aurat ka ji
    sun lo afsaana aurat ka
    aaya hai zamaana aurat ka

    aa aa aa
    pehle to aurat hoti thhi
    shobha apne ghar ki
    arre aaj bani barrister
    dekho raunaq hai daftar ki
    shauhar ghar ka kaam sambhaalen
    madam kare clerki
    cigarette peekar pant pehankar
    chaal chale mister ki
    arre isliye to main kehta hoon
    kya
    aaya hai zamaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka
    aaya hai zamaana aurat ka
    aa aa aa aa
    sun lo afsaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka

    theatre mein bhi aurat hai
    aur council mein bhi aurat
    ghar mein to hai raaz usi ka
    mehfil mein bhi aurat
    aa aa aa aa
    wohi club ki shobha yaaron
    arre hotel mein bhi aurat
    apne dil mein jhaank ke dekho
    hai dil mein bhi aurat
    arre isliye to kehta hoon bhai
    aaya hai zamaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka
    sun lo afsaana aurat ka ji
    sun lo afsaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka
    aaya hai zamaana aurat ka

    aa aa aa aa
    shaadi ho to dekhan jaayen
    aurat ko hi pehle
    ho jo naukari saahab bulaayen
    aurat ko hi pehle
    samjhe na
    bus tram mein sabhi bithaayen
    aurat ko hi pehle
    rail-gadi ka ticket dilaayen
    aurat ko hi pehle
    hahah arre waah waah
    kya zamaana hai
    aaya hai zamaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka
    sun lo afsaana aurat kaa
    aa aa aa aa
    aaya hai zamaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka

    ishtiyaar per aurat dekho
    dekho har saamaan pe aurat
    bidi ke bundle per aurat
    hai kapde ke thhaan pe aurat
    aa aa aa aa
    naatak ke parde pe aurat
    cinema ke elaan pe aurat
    arre sachh poochho to chhaayi huyi hai
    dekho sabhi jahaan pe aurat
    aree isliye to kehta hoon bhai
    aaya hai zamaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka
    sun lo afsaana aurat ka
    aa aa aa aa
    aaya hai zamaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka

    aaaa aaaa
    bhaasha likhne waale thhe kya
    aurat ke ghulaam
    arre aurat zaat ki sab cheezon ka
    oonchha rakha naam
    bataaun kaise

    bade seth ki moonchh dekho
    topi chappal ghadi dekho
    sethaani ki bindi mala
    motiyon ki ladi dekho

    he ae ae
    gaadi baadi lorry dekho
    baba ji ki daadhi dekho
    sethaani ki saadi dekho
    mohan ki muraliya dekho
    ganga dekho jamuna dekho
    dhaal aur talwaar dekho
    railgaadi aur car dekho
    baagh mein kali
    maashooq ki gali
    soorat dekho mohabbat dekho
    izzat dekho qismat dekho
    dekho dekho duniya dekho
    jahaan bhi dekho aurat aurat aurat dekho

    aa aa aa aa
    aur maze ki baat suno ji
    Hind ki rajdhaani dekho
    arre uska naam bhi Dilli hai
    aur Dilli hai zanaani dekho
    aree isliye to kehta hoon bhai
    aaya hai zamaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka
    sun lo afsaana aurat ka ji
    sun lo afsaana aurat ka
    aaya hai zamaana aurat ka
    aaya hai zamaana aurat ka
    sun lo afsaana aurat ka
    aa aa aa aa aa
    aaya hai zamaana aurat ka ji
    aaya hai zamaana aurat ka

    Posted by: {Anju}

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aaya Hai Zamana Aurat mp3 song, Aaya Hai Zamana Aurat lyrics, Aaya Hai Zamana Aurat Lyrics, Lyrics Aaya Hai Zamana Aurat, Aaya Hai Zamana Aurat hindi lyrics, Aaya Hai Zamana Aurat hindi movie songs, Aaya Hai Zamana Aurat bollywood songs, Aaya Hai Zamana Aurat bollywood songs lyrics Download Aaya Hai Zamana Aurat mp3 song