BollywoodTarane

    Download Aasman Se Door Tara song

    Darogaji 1948

    Free Aasman Se Door Tara mp3 song

    We presents for now Aasman Se Door Tara mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aasman Se Door Tara
    Artist : Geeta Dutt
    Save As
    Aasman Se Door Tara Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Aasman Se Door Tara
    Song Lyrics Movie : Darogaji (1948)
    Singer : Geeta Dutt
    Lyrics : Manohar Lal Khanna
    MD : Bulo C Rani

    Aas lagaaye thhe bin tere
    wo raste hi mein chhod gaye
    jo man mandir mein baste thhe
    wo prem ka bandhan tod gaye

    aasmaan se door taaraa ho gayaa
    aaj koi besahaaraa ho gayaa
    aasmaan se door taaraa ho gayaa
    aaj koi besahaaraa ho gayaa
    aasmaan se door

    apni kashti reh gayi majhdhaar mein
    apni kashti reh gayi majhdhaar mein
    door dariyaa se kinaaraa ho gayaa
    aaj koi besahaaraa ho gayaa
    aasmaan se door taaraa ho gayaa
    aaj koi besahaaraa ho gayaa
    aasmaan se door

    chheen kar wo le gaye sabr-o-qaraar
    chheen kar wo le gaye sabr-o-qaraar
    gham hamaaraa thha hamaara ho gaya
    aaj koi besahaaraa ho gayaa
    aasmaan se door taaraa ho gayaa
    aaj koi besahaaraa ho gayaa
    aasmaan se door

    apna duniyaa mein koi saathi nahin
    apna duniyaa mein koi saathi nahin
    dil thhaa ik wo bhi tumhaaraa ho gayaa
    aaj koi besahaaraa ho gayaa
    aasmaan se door taaraa ho gayaa
    aaj koi besahaaraa ho gayaa
    aasmaan se door

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aasman Se Door Tara mp3 song, Aasman Se Door Tara lyrics, Aasman Se Door Tara Lyrics, Lyrics Aasman Se Door Tara, Aasman Se Door Tara hindi lyrics, Aasman Se Door Tara hindi movie songs, Aasman Se Door Tara bollywood songs, Aasman Se Door Tara bollywood songs lyrics Download Aasman Se Door Tara mp3 song