BollywoodTarane

    Download Aapse Mohabbat Ho Gayi song

    Mashooka 2005

    Free Aapse Mohabbat Ho Gayi mp3 song

    We presents for now Aapse Mohabbat Ho Gayi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aapse Mohabbat Ho Gayi
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Aapse Mohabbat Ho Gayi Song Lyrics
    Song lyrics Title : Aapse Mohabbat Ho Gayi
    Song lyrics Movie/Album Name: MASHOOKA
    Singer(s) : ABHIJEET, ALKA YAGNIK

     Lyrics
    Aapse mohabbat ho hi gayi
    Aapse mohabbat ho hi gayi

    Tune meri jaan li
    Tune dil hai chheena
    Tune meri jaan li
    Tune dil hai chheena
    Ho karishma kudrat ka
    Tune kar diya mushkil jeena

    Aapse mohabbat ho hi gayi
    Aapse mohabbat ho hi gayi

    Tu hai chor dil ka
    Main hoon ek nagina
    Tu hai chor dil ka
    Main hoon ek nagina
    Sauda hai yeh pyaar ka
    Maine dil de kar dil chheena

    Aapse mohabbat ho hi gayi
    Aapse mohabbat ho hi gayi

    Aisa deewana huwa main
    Teri soorat haan dekh kar
    Dekhta hoon ab main jahaan
    Tu hi tu aaye nazar

    Pehle pehle pyaar ka
    Youn hi hota hai asar
    Kis pe kab aa jaaye dil
    Kuch nahi hoti khabbar

    Yeh hai deewanapan
    Ab meri jaan hai

    Bas teri yaad hai
    Bas tera naam hai

    Yeh hai deewanapan
    Ab meri jaan hai

    Bas teri yaad hai
    Bas tera naam hai

    Tune meri jaan li
    Tune dil hai chheena
    Ho karishma kudrat ka
    Tune kar diya mushkil jeena

    Tu hai chor dil ka
    Main hoon ek nagina
    Sauda hai yeh pyaar ka
    Maine dil de kar dil chheena

    Aapse mohabbat ho hi gayi
    Aapse mohabbat ho hi gayi

    Neend aakhon se udi
    Sooni raaten ho gayi
    Teri baaton ke siwa
    Saari baatein kho gayi

    Tu na ho mere saamne
    Jee bahalta hi yeh nahi
    Tere bina ab mere liye
    Yeh waqt dhalta nahi
    Jaane kya ho gaya
    Hosh gum ho gaye

    Har taraf har jagah
    Tum hi tum ho gaye

    Jaane kya ho gaya
    Hosh gum ho gaye

    Har taraf har jagah
    Tum hi tum ho gaye

    Tune meri jaan li
    Tune dil hai chheena
    Ho karishma kudrat ka
    Tune kar diya mushkil jeena

    Tu hai chor dil ka
    Main hoon ek nagina
    Sauda hai yeh pyaar ka
    Maine dil de kar dil chheena

    Aapse mohabbat ho hi gayi
    Aapse mohabbat ho hi gayi
    Aapse mohabbat ho hi gayi
    Aapse mohabbat ho hi gayi

    Posted By : shona bhattacharya
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aapse Mohabbat Ho Gayi mp3 song, Aapse Mohabbat Ho Gayi lyrics, Aapse Mohabbat Ho Gayi Lyrics, Lyrics Aapse Mohabbat Ho Gayi, Aapse Mohabbat Ho Gayi hindi lyrics, Aapse Mohabbat Ho Gayi hindi movie songs, Aapse Mohabbat Ho Gayi bollywood songs, Aapse Mohabbat Ho Gayi bollywood songs lyrics Download Aapse Mohabbat Ho Gayi mp3 song