BollywoodTarane

    Download Aap Kahein Aur Hum song

    Des Pardes 1978

    Free Aap Kahein Aur Hum mp3 song

    We presents for now Aap Kahein Aur Hum mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aap Kahein Aur Hum
    Artist : XYZ
    Save As
    Aap Kahein Aur Hum Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Aap Kahein Aur Hum Na Aayen 
    Song Lyrics Movie : Des Pardes (1978)

    mp3 songs

    aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin
    manzil pe pahuNcheinge kaise, aapkaa jab tak saath nahin
    aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin

    chaahane vaaloN ke aaj duniyaa mein chaahane vaale aa gaye
    ulfat ki may aaNkhoN se lo aaj pee lene vaale aa gaye
    aap piyen aur aap na jhoomein
    manzil pe pahuNcheinge kaise aapkaa jab tak saath nahin

    kasaa huaa hai teer husn kaa, zaraa sambhalke rahiyegaa
    nazar nazar ko maaregi, to qaatil hamein na kahiyegaa
    chaal chali hai sochke hamne is khel mein apni maat nahin

    paas aake ye aapke hamein hone lagaa ehsaas hai
    dam hai to bas aapke dam se aap hi se saaNs hai
    bayaan karein jo haal-e-dil ko aise koi jazbaat nahin

    aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin
    manzil pe pahuNcheinge kaise, aapkaa jab tak saath nahin
    aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aap Kahein Aur Hum mp3 song, Aap Kahein Aur Hum lyrics, Aap Kahein Aur Hum Lyrics, Lyrics Aap Kahein Aur Hum, Aap Kahein Aur Hum hindi lyrics, Aap Kahein Aur Hum hindi movie songs, Aap Kahein Aur Hum bollywood songs, Aap Kahein Aur Hum bollywood songs lyrics Download Aap Kahein Aur Hum mp3 song