BollywoodTarane

    Download Aankhon Mein Tumhari song

    Haasil 2003

    Free Aankhon Mein Tumhari mp3 song

    We presents for now Aankhon Mein Tumhari mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aankhon Mein Tumhari
    Artist : Shaan
    Save As
    Aankhon Mein Tumhari Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Aankhon Mein Tumhari
    Song Lyrics Movie : Haasil (2003)
    Singers :Shaan / Sheweta Pandit / Shradha Pandit
    Music Director :Jatin Lalit
    Movie Director :Tigmanshu Dhulia

    mp3 songs

    ishq ke badle jaldi hai
    sehra mein leharsi uthi hai
    raat ke bujhte taaron ki
    aankhon mein zaher si dikhti hai

    aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
    tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
    aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
    tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
    baahon mein na tum ho
    raahon mein na tum ho
    to jeena bewaja
    aao paas aao
    yuh na sharmaao
    ay mere humnawaz
    aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
    tum jo nahin to kya hai jeena ka maza

    jabse tumhe dekha maine
    hai sapne jawan jawan
    tumjo nahin kuch na kahin
    hai tum se hi yeh jahan
    paas mere aaja
    ssason mein samaja tu khushboo ki tarah
    dil mein to humare
    yuh na ho khuda bhi tumhari hai jagah

    tujhe chaand ka hai armaan sahi
    haasil karna aasaan nahin
    laakhon taare pehra na de
    aisi koi rah nahi

    pehli nazar mein hi sanam
    yeh dil tumne leliya
    dekho mujhe bhole sahi
    yeh ehsaan kardiya
    chandpe hai mana hai sitaron ka pehra
    magar hum chalenge
    loote yeh jahan bhi
    loote aasmaan bhi
    na tum ko chodenge

    aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
    tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
    aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
    tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
    baahon mein na tum ho
    raahon mein na tum ho
    to jeena bewaja
    aao paas aao
    yuh na sharmaao
    ay mere humnawaz




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aankhon Mein Tumhari mp3 song, Aankhon Mein Tumhari lyrics, Aankhon Mein Tumhari Lyrics, Lyrics Aankhon Mein Tumhari, Aankhon Mein Tumhari hindi lyrics, Aankhon Mein Tumhari hindi movie songs, Aankhon Mein Tumhari bollywood songs, Aankhon Mein Tumhari bollywood songs lyrics Download Aankhon Mein Tumhari mp3 song