BollywoodTarane

    Download Aankhen Khuli Ho song

    Mohabbatein 2000

    Free Aankhen Khuli Ho mp3 song

    We presents for now Aankhen Khuli Ho mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aankhen Khuli Ho
    Artist : Udit Narayan
    Save As
    Aankhen Khuli Ho Song Lyrics
    Song Title = Aankhen Khuli Ho
    Movie/Album = Mohabbatein (2000)
    Singer(s) = Ishaan, Udit Narayan, Lata Mangeshkar
    Music By = Jatin Lalit
    Lyricist = Anand Bakshi

    Mp3 Song Lyrics

    ((aankhe khuli ho ya ho band deedar unka hota hai
    kaise kahu main o yaara ye pyar kaise hota hai
    aankhe khuli ho ya ho band deedar unka hota hai
    aankhe khuli ho ya ho band deedar unka hota hai
    kaise kahu main o yaara ye pyar kaise hota hai
    aankhe khuli ho ya ho band deedar unka hota hai
    kaise kahu main o yaara ye pyar kaise hota hai

    aaj hi yaaro kisi pe mar ke dekhenge hum
    pyar hota hai ye kaise kar ke dekhenge hum
    kisi ki yaado me khoye huve khaabo ko humne saja liya
    kisi ki baaho me soye huve apna usse bana liya
    aye yaar pyar me koi
    aye yaar pyar me koi na jaagta na sota hai
    kaise kahu main o yaara ye pyar kaise hota hai

    kya hai jaadu hai koi bas jo chal jaata hai
    tod ke pehre hazaaro dil nikal jaata hai
    door kahi aasmano par hote hain ye saare faisale
    kaun jaane koi humsafar kab kaise kaha mile
    jo naam dil pe ho likha
    jo naam dil pe ho likha ikrar ussi se hota hai
    kaise kahu main o yaara ye pyar kaise hota hai
    aankhe khuli ho ya ho band deedar unka hota hai
    aankhe khuli ho ya ho band deedar unka hota hai
    kaise kahu main o yaara ye pyar kaise hota hai.))

    Posted By : {Anamika Tyagi}
    Aankhen Khuli Ho Video Song

    Aankhein Khuli Song | Mohabbatein | Shah Rukh Khan, Aishwarya Rai | Lata Mangeshkar, Udit Narayan

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aankhen Khuli Ho mp3 song, Aankhen Khuli Ho lyrics, Aankhen Khuli Ho Lyrics, Lyrics Aankhen Khuli Ho, Aankhen Khuli Ho hindi lyrics, Aankhen Khuli Ho hindi movie songs, Aankhen Khuli Ho bollywood songs, Aankhen Khuli Ho bollywood songs lyrics Download Aankhen Khuli Ho mp3 song