BollywoodTarane

    Download Aaj wohi geeton ki rani song

    Jashn Vol two

    Free Aaj wohi geeton ki rani mp3 song

    We presents for now Aaj wohi geeton ki rani mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aaj wohi geeton ki rani
    Artist : Pankaj Udas
    Save As
    Aaj wohi geeton ki rani Song Lyrics
    Song Title = Aaj Wohi Geeton
    Movie/album = Na-Yaab (1985)
    Singers = Pankaj Udhas
    Song Lyricists = Mumtaz Rashid
    Music Director = Pankaj Udhas

    Mp3 Song Lyrics

    ((Mujhse badhkar jo jaanta hain mujhe
    Hain kareeb aur ajnabee hain woh
    Jo mere sher padh nahi sakta
    Kyaa kahoon meri shayati hain woh...

    Aaj wohi geeton ji rani
    Aaj wohi hain jaane ghazal
    Aaj wohi geeton ji rani
    Aaj wohi hain jaane ghazal
    Chalte chalte raah mein jiska
    Saath huaa thaa pal do pal
    Aaj wohi geeton ji rani
    Aaj wohi hain jaane ghazal...

    Ek ek lamha badhati jaaye
    Phir bhi dil bechain nahi
    Ek ek lamha badhati jaaye
    Phir bhi dil bechain nahi
    Ek ek lamha badhati jaaye
    Phir bhi dil bechain nahi
    Phir bhi dil bechain nahi
    Gham ki raat hain yaa faila hain
    Teri aankhon ka kaazal
    Chalte chalte raah mein jiska
    Saath huaa thaa pal do pal
    Aaj wohi geeton ji rani
    Aaj wohi hain jaane ghazal...

    Manzil ke badle paaunga
    Kuchh yaade aur kuchh aansu
    Manzil ke badle paaunga
    Kuchh yaade aur kuchh aansu
    Manzil ke badle paaunga
    Kuchh yaade aur kuchh aansu
    Kuchh yaade aur kuchh aansu
    Mujhko ye maalum hain lekin
    Saath mere kuchh door to chal
    Chalte chalte raah mein jiska
    Saath huaa thaa pal do pal
    Aaj wohi geeton ji rani
    Aaj wohi hain jaane ghazal...

    Rashid sab logo ne unko
    Ghazle nazamein geet kahan
    Rashid sab logo ne unko
    Ghazle nazamein geet kahan
    Rashid sab logo ne unko
    Ghazle nazamein geet kahan
    Ghazle nazamein geet kahan
    Dil ke kaagaz par jo barsa
    Uski yaado ka baadal
    Chalte chalte raah mein jiska
    Saath huaa thaa pal do pal
    Aaj wohi geeton ji rani
    Aaj wohi hain jaane ghazal...

    Chalte chalte raah mein jiska
    Saath huaa thaa pal do pal
    Aaj wohi geeton ji rani
    Aaj wohi hain jaane ghazal
    Aaj wohi geeton ji rani
    Aaj wohi hain jaane ghazal...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aaj wohi geeton ki rani mp3 song, Aaj wohi geeton ki rani lyrics, Aaj wohi geeton ki rani Lyrics, Lyrics Aaj wohi geeton ki rani, Aaj wohi geeton ki rani hindi lyrics, Aaj wohi geeton ki rani hindi movie songs, Aaj wohi geeton ki rani bollywood songs, Aaj wohi geeton ki rani bollywood songs lyrics Download Aaj wohi geeton ki rani mp3 song