BollywoodTarane

    Download Aaina dekha to mera song

    Khap 2011

    Free Aaina dekha to mera mp3 song

    We presents for now Aaina dekha to mera mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aaina dekha to mera
    Artist : New Song
    Save As
    Aaina dekha to mera Song Lyrics
    Song lyrics title: Aaina dekha (khap (2011)
    Song lyrics movie: Khap (2011)
    Singer: Rahat Fateh Ali Khan

    mp3 songs

    Aaina dekha toh mera chehra badal gaya
    Aaina dekha toh mera chehra badal gaya
    Dekhte hi dekhte kya..? kya..? badal gaya !
    Baadal meri zameen par aakar tham gaye
    Aayi zara si dhoop jo, saaya badal gaya
    Aaina dekha toh mera chehra badal gaya

    Uljhi rahi sawalon me jeene ki har khushi
    Jab bujh gaye diye toh mili hai roshni
    Aankhon me neend aayi toh sapna badal gaya
    Dekhte hi dekhte kya..? kya..? badal gaya !
    Aaina dekha toh mera chehra badal gaya

    Qaid kiye thay khwab kisine neend kisi ne haari
    Haar gayi hai haar kahin par jeet kahin par hari
    Tarah tarah se khoob waqt bhi bhes badal ke aaya
    Mili mujhe na dhoop aaj ki mila na kal ka saaya

    Manzil qareeb aayi toh rasta badal gaya
    Dekhte hi dekhte kya..? kya..? badal gaya !
    Aaina dekha toh mera chehra badal gaya
    Dekhte hi dekhte kya..? kya..? badal gaya !
    Aaina dekha toh mera chehra badal gaya
    kya ... kya badal gaya ...!


    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aaina dekha to mera mp3 song, Aaina dekha to mera lyrics, Aaina dekha to mera Lyrics, Lyrics Aaina dekha to mera, Aaina dekha to mera hindi lyrics, Aaina dekha to mera hindi movie songs, Aaina dekha to mera bollywood songs, Aaina dekha to mera bollywood songs lyrics Download Aaina dekha to mera mp3 song