BollywoodTarane

    Download Ishq Hai Behaya song

    Ek Main Ek Tum 2006

    Free Ishq Hai Behaya mp3 song

    We presents for now Ishq Hai Behaya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Ishq Hai Behaya
    Artist : XYZ
    Ishq Hai Behaya Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Ishq-Hai-Behaya
    Song Lyrics Movie = Ek Main Ek Tum (2006)
    Song Lyricists = Ravi Chopra
    Music Composer = Bali Brahmbhatt
    Director = Deepak Bengani
    Music Label = Divya Bengani Audio
    Starring = Kiran Bhatia, Chahat Khanna, Rana Jung Bahadur, Monalisa,
     Rahul Raj, Vishwajeet Pradhan


    mp3 songs


    Kamina hai yeh kambakht hai
    Nikamma nigora bebakht hai
    Mile ishq ko kya kya khitab
    Magar ishq kya hai abb hamse suniye janab

    Sau bar dil se nikala ise
    Kya kya nahi keh dala ise
    Besharm hai baaz aata nahi
    Kis kis bahane se tala ise
    Phir bhi na dil se gaya
    Ishq hai yeh behaya besharm behaya
    Ishq hai yeh behaya besharm behaya
    Sau bar dil se nikala ise
    Kya kya nahi keh dala ise
    Besharm hai baz aata nahi
    Kis kis bahane se tala ise
    Phir bhi na dil se gaya
    Ishq hai yeh behaya besharm behaya
    Ishq hai yeh behaya besharm behaya

    Ankho ke raste se sanso me ata hai
    Phir dil pe kabja jamata hai yeh
    Do char din mauj masti karata hai
    Khwabo ke duniya dekhata hai yeh
    Ashik ko hanske petata hai yeh
    Wado ke gane bichhata hai yeh
    Shatir shikari hai phir pyar se
    Milke hi mauka phasata hain
    Yeh koyi parinda naya
    Ishq hai yeh behaya besharm behaya
    Ishq hai yeh behaya besharm behaya

    Behaya mitha jeher hai yeh ang leher hai yeh
    Iske lapete me ana na tu
    Awara badal hai thoda sa pagal hai
    Isko kabhi muhn lagana na tu
    Badnamiyo se yeh darta nahi
    Logo ki parwah karta nahi
    Bachpan se bighra huwa hai muaa
    Kuchh bhi kaho par sudharta nahi
    Arre aye na isko haya
    Ishq hai yeh behaya besharm behaya
    Ishq hai yeh behaya besharm behaya

    Sau bar dil se nikala ise
    Kya kya nahi keh dala ise
    Besharm hai baaz aata nahi
    Kis kis bahane se tala ise
    Phir bhi na dil se gaya
    Ishq hai yeh behaya besharm behaya
    Ishq hai yeh behaya besharm behaya
    Ishq hai yeh behaya....


     Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Ishq Hai Behaya lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song