BollywoodTarane

    Download Main To Pi Ki Nagariya song

    Ek Kali Muskayee 1968

    Free Main To Pi Ki Nagariya mp3 song

    We presents for now Main To Pi Ki Nagariya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Main To Pi Ki Nagariya
    Artist : Lata Mangeshkar
    Main To Pi Ki Nagariya Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Main To Pi Ki Nagariya
    Song Lyrics Movie = Ek Kali Muskai
    Singer = Lata Mangeshkar    
    Music By = Madan Mohan   
    Lyricist =  Rajinder Krishan


    mp3 songs


    kaun rokega ab pyar ka rasta
    mai to pee ki nagariya jane lagi
    mai to pee ki nagariya jane lagi
    aaj baithe-bithaye ye kya ho gaya
    dil ki har baat aankho me aane lagi
    dil ki har baat aankho me aane lagi
    mai to pee ki nagariya jane lagi

    aa gaye, aa gaye muskurane ke din
    aa gaye, aa gaye muskurane ke din
    ladkhadane ke din gungunane ke din
    ladkhadane ke din gungunane ke din
    maine payal to pawo me bandhi nahi
    aur aawaz, aur aawaz ghungharu ki aane lagi
    aur aawaz ghungharu ki aane lagi
    mai to pee ki nagariya jane lagi

    koyi raho me kaliya bichhane laga
    koyi raho me kaliya bichhane laga
    aur isharo se mujhko bulane laga
    aur isharo se mujhko bulane laga
    maine darpan abhi tak to dekha nahi
    meri bindiya magar jhilmilane lagi
    meri bindiya magar jhilmilane lagi
    mai to pee ki nagariya jane lagi

    aaj kaisi chali bhigi-bhigi pawan
    aaj kaisi chali bhigi-bhigi pawan
    lehlahane laga mera najuk badan
    lehlahane laga mera najuk badan
    maine palake abhi tak jhukayi nahi
    nind kyo meri aankho me aane lagi
    nind kyo meri aankho me aane lagi
    mai to pee ki nagariya jane lagi
    kaun rokega ab pyar ka rasta
    mai to pee ki nagariya jane lagi
    mai to pee ki nagariya jane lagi
    mai to pee ki nagariya jane lagi..


     Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Main To Pi Ki Nagariya lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song