BollywoodTarane

    Download They Dont Know song

    Ek Ajnabee 2005

    Free They Dont Know mp3 song

    We presents for now They Dont Know mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    They Dont Know
    Artist : Kunal Ganjawala
    They Dont Know Song Lyrics
    Song Lyrics Title = They Dont Know
    Song Lyrics Movie = Ek Ajnabee
    Singers = Kunal Ganjawala
    Song Lyricists = Lalit Tiwari
    Music Composer = Amar Mohile
    Director = Apoorva Lakhia
    Music Label = T-Series
    Starring = Amitabh Bachchan, Arjun Rampal, Perizaad Zorabian
    Release on = 9th December, 2005

    mp3 songs

    What have you done
    Why have u blacked up my son
    What people think am gonna do now
    Think of coming right after you now
    Do u know what it is to die
    Can i have ur goddamn soul to fry
    U goin down dawg  u goin down son of a bih am gona
    Blast u between ur eyes

    Natak jhooth banduke aur dhaal
    Farebi makkari har taraf yahi haal
    Yeh shehar woh gaon yeh dhup woh chaanve
    Thake thake se har kisike paanv
    Baatein mulakatein waqt ki barbadi
    Badhti hui har taraf aabadi
    Aansu aalingan pyar aur boli
    Mayyat khak khoon ki holi
    Kafan dafan chita aag
    Bachi fakat rakh hi rakh
    Maang ujadna godon ka suna hona
    Gam badhna dard dur ho na
    Hatya balatkar massomon ki chit ka
    Shoshan dhokha gandgi
    They dont know who is he
    They dont know who is he
    They dont know who is he
    They dont know who is he

    Galiyan police system pareshani
    Chalti hui yahan dhurt manmaani
    Kaalakar hahakaar khunda shadyantra
    Badle ki bhavna ka ubja hua mantra
    Abhiyog saman waraant mushkil
    Zindahi ke dhakke aur toota hua dil
    Din hafta mahine aur saal
    Faila hua charon taraf nakami ka jaal
    Mann mein ubaal khuda se sawaal
    Aakhir hua kyu tere bande ka yeh haal
    Khamoshi si aayi khoon ki jab parchai
    Sawaal tha dil mein yeh ghadi kyu aayi
    Vakil mukadma tarikh ladaai
    Uljhan bitch jaan chudwai
    They dont know what is he
    They dont know what is he

    Jhagda panga churebaazi
    Behas khoon ke bhare hue bhitar woh hain
    Dukh takleefein pareshani baar baar
    Saamne dikhawa aur peeth pe waar
    muskil lachar jeene ki dushwari
    Nirbal beemar jurm ki karaari
    Dosti yaari jhooti hain yeh saari
    Sabke dilon mein chalaki makkari
    Dikhawa chalava nakli pehnaava
    Khokhali yeh baatein aur sab hai behkawa
    Chhal ghoda aur jhootha mann
    Naam ke apne yeh bana wardipan
    Khaalis hai yeh baal hai saaf
    Aastin ke saap ki hai jyada nahi baat
    They dont know who is he
    They dont know who is he
    They dont know who is he
    They dont know who is he

    Natak jhooth banduke aur dhaal
    Farebi makkari har taraf yahi haal
    Jhagda panga churebaazi
    Behas khoon ke bhare hue bhitar woh hain.



    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, They Dont Know lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song