BollywoodTarane

    Download Tera Jahan Abad Hai song

    Elaan 1947

    Free Tera Jahan Abad Hai mp3 song

    We presents for now Tera Jahan Abad Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Tera Jahan Abad Hai
    Artist : XYZ
    Tera Jahan Abad Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Tera Jahan Abad Hai
    Song Lyrics Movie = Elaan (1947)
    Singer = Surendra Nath    
    Music By = Naushad        
    Lyricist = Zia Sarhadi


    mp3 songs


    teraa jahan aabad hai, meraa jahan barbad hai
    fariyad hai fariyad hai, aayee aasman fariyad hai
    teraa jahan aabad hai, meraa jahan barbad hai

    tu khush ke tere bag ke, sab phul aakhir khil gaye
    jin kee tamanna thee tujhe, aakhir woh tujhko mil gaye
    mere mukaddar me fakat, gam aur kisee kee yad hai

    teraa jahan aabad hai, meraa jahan barbad hai

    tu kush ke tere hath me, ummid ka jam aa gaya
    meree mohabbat ke liye, rone ka paigam aa gaya

    hairat na kar ai bekhabar, duniya hai ek jadu ka ghar
    do dil hain ek ghar me magar, ek shad ek nashad hai

    fariyad hai fariyad hai, ai aasman fariyad hai
    teraa jahan


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Tera Jahan Abad Hai lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song