BollywoodTarane

    Download Ek Dil Aur Sau song

    Ek Dil Sau Afsane 1963

    Free Ek Dil Aur Sau mp3 song

    We presents for now Ek Dil Aur Sau mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Ek Dil Aur Sau
    Artist : Lata Mangeshkar
    Ek Dil Aur Sau Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Ek Dil Aur Sau Afsane
    Song Lyrics Movie = Ek Dil Sau Afsane (1963)
    Singer = Lata Mangeshkar
    Lyricist = Hasrat Jaipuri
    Music Director = Shankar Jaikishan
    Film cast = Raj Kapoor, Waheeda Rehman, Lalita Pawar,
    Vishwa Mehra, Sadhna Choudhary,Sulochana, Mridula, Raj Kishore
    Film Director = R C Talwar


    mp3 songs


    ek dil aur sau afsaane
    haaye muhabbat haaye zamaane
    ek dil aur sau afsaane
    haaye muhabbat haaye zamaane
    man beena ke madhur suron mein
    gaate hain sab prem taraane
    ek dil aur sau afsaane
    haaye muhabbat haaye zamaane

    dil jo na hota kuchh bhi na hota
    aankh na roti aur dard na uthhta
    dil jo na hota kuchh bhi na hota
    aankh na roti aur dard na uthhta
    apna ye daamnan kaun bhigota
    kaun kisi ke yoon pyar mein khota
    ek dil aur sau afsaane
    haaye muhabbat haaye zamaane
    man beena ke madhur suron mein
    gaate hain sab prem taraane

    dil jo lagaaya chain na paaya
    saare jahaan ka ilzaam uthaaya
    dil jo lagaaya chain na paaya
    saare jahaan ka ilzaam uthaaya
    baaten sunaaye apna paraaya
    yeh to janam janam se hota hi aaya
    ek dil aur sau afsaane
    haaye muhabbat haaye zamaane
    man beena ke madhur suron mein
    gaate hain sab prem taraane

    tu meri manzil pyaar ka saahil
    jaaun kidhar main hai tu hi muqaabil
    tu meri manzil pyaar ka saahil
    jaaun kidhar main hai tu hi muqaabil
    o mere humdum laakh ho mushkil
    kar ke rahenge hum tujh ko hi haasil
    ek dil aur sau afsaane
    haaye muhabbat haaye zamaane
    man beena ke madhur suron mein
    gaate hain sub prem taraane
    ek dil aur sau afsaane
    haaye muhabbat haaye zamaane


    Posted By : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Ek Dil Aur Sau lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song